assalamo alaikum dear fellow members ap jab trading k field main aty hain to successful hony kl liye atleast daily 26 major pairs ko analise karain aur in ki proper tp aur stop loss ko count karain aur observer karain jab ap 3 maah is tra demo practice karain to uski summery nikalin k ap ny kia khoya kia paya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим