Moving Average ki aqsam (Indicator)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average ki aqsam (Indicator)
    Moving average 2 trha kay hoty hay
    Simple Moving Average (SMA)
    Exponential Moving Average (EMA)
    dono main khaas faraq nahi hota magar EMA ziada behtar result daita hay
    Click image for larger version

Name:	moving average2.jpg
Views:	1
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12461841
    upar di gai shakal main EMA price kay ziada nazdeeq hay es liey es ko tarjeeh di jati hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    moving aavrage aik bohat acha indicator hay jis ko hum chart main use karty hain is ki do iksam hoti hay jis main aik simple moving avrage hota hay or is main dosra jo hota hay exponential moving avrage hota hay in don moving avrage main kuch khasa farak to nai hota hay magr dosrya walay main humain ziada achi maloomat milti hay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      moving avrage indicator ki do iqsam hoti hay jis main simple moving avrage hoti hay ye is ki phli kisam hoti hay or is ki dosre kisam main expotenntial moving avrage hoti hay jis main koi ziada khasa fark nai hota hay magr jo second wala indicator hota hay is main ye faida hay ye pirce kay ziada nazdeek hota hay
      • #4 Collapse

        g bhai ap ny sahi btaya hai moving avourge main jo 2 types hoti hain os main aik ko zeyda tarjeeh di jati hai jub k dosri jo simple moving avourge hoti hai wo boht kam use hoti hai zeyda tar indicatos EMA moving avourge set karty hain jo k zeyda acha profit deta hai es liye moving avouge donu use karny ka aexpernce hona chahye jo acha result deta hai wohi time pae set karni chahye
        • #5 Collapse

          moving avrage indicators ko b hum achy say use kar sakty hain agr humain market main kam karna hay too is kay rules ko follow karna ho ga kun kay moving avrage main humain trade kay bary main kafi maloomat mil sakti hay kay kis tara humain market ko sikhna humary liye asan ho sakay knowledge ziada ho
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            moving avrage ko use kar kay hum kam karty hain to kam karna kafi asan ho sakt ahay is main indicators ki help say kam karna humary liye kafi best ho sakta hay magr is main stop loss ko use karna ho ga take profit ka b use karna ho ga ta kay market main kam karny kay liye humain aik limit mil jaye loss km ho

            اب آن لائن

            Working...
            X