Fibonacci (Indicator)
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci (Indicator)
    fibonacci kya hay eska mojad kon tha es ki calculation kaisay hoti hay hum es tafseel main nahi jaye gay market support/resistance ko touch karti hoi upar nechy move karti hay price seedhi move nahi karti upar nechy kay levels ko hum fibonacci kehty hay en levels ko 23.6%, 38.2%, 50.0%, 61.8%, 76.4% kay hesab say rakha gya hay
    agar price up trend main hay to trade lgaany kay liye intzar kea jaye keh price kisi mi=uqam par wapac muray es murnay ko retracement kehty hay ziada tar price upar diye gye levels main say kisi aik level tak wapas ati hay aur yahan say dubara upar ki janab safar shuru karti hay nechy di gai picture main price upar ja rahi the keh wapas nechy ko mori aur 38.2% say dubara upar ko chalna shuru hoi ye muqam price ko buy karnay kay liey intihai mozo hay aur faida mand bhi hay
    Click image for larger version

Name:	fibonacci.jpg
Views:	1
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12461838
    Down trend main es kay ulat ho ga jaisa keh nechy shakal main zahir hay
    Click image for larger version

Name:	fibonacci2.jpg
Views:	1
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12461839
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    fibonacci ye b aik indicator hi hota hay is main b price kay bary main btaya jata hay jis main humain malloom parta hay kay price kis traf ja rhi hay is main ziada tfseel to nai maloom magr jab market support and resistance kay darmyan ghomti hay yani kay in ko touch karti hay to is ko fibonacci kehty hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      fibonacci b aik indicator hota hay jis main ye hota hay kay ye suppour or resistance kay drmayan main hi hota hay yani kay jab market move karty hain kabhi up jati hay ya kabhi down jati hay yani kabhi suport ki trf move karti hay ya resistance ki trf hoti hay to is main ye jo condition hoti hay is ko fibonacci kehlati hay
      • #4 Collapse

        Yeah indicator aapko market ke retracement ke baare mein information deta hai what is indicator ki help se aap market ke retracement level ko find kar sakte hain ki market kiss level Tak Wapas aa sakti hai Aur Iss Tarah Se aap Jyada accha kaam kar sakte hain aur profit Le sakte hain
        • #5 Collapse

          febonanci yah bhi aik indicators ki type hain esmain hum market ki price ko chak kar skty hain k up main ja arhi hai k down main ja rahi hai aghr tu hum es chart ko yah k indicators ko anlsye kar k trdaing karty hain tu hum boht achi trdaing kar skty hain es liye hmain es ko sikhna chahye or market k trend ko market price kos mjh kar trdaing karen
          • #6 Collapse

            indicators ko use kar kay hum kam kar sakty hain is main fibonacci indicator ki help say hum trade main kam kar sakty hain har indicators ka use kafi mukhtlif hota hay jis ko hum use kar kay kam kar sakty hain magr is kay liye humain is kay rules ko follow karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay
            • #7 Collapse

              Dear Friend Fibonacci ek boaht acha aur best cheez ha es say profit book karna boaht assan aur 95% Accurate ha es level 38 aur 50 boaht importnat ha humay caheyh k es ko huamy har hamari trade may aur karna caheyh..Es ka best time frame H1 ha on my point of view .Es ko zada say zada use karin Tak ka zada say zda profit book kar sakin
              Last edited by ; 24-07-2018, 10:49 AM.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                ye indicators kafi help full ho sakta hay humain market main kam karna hay to is kay liye kafi leraning karna ho g ta kay trade karna humary liye asan ho sakay is main trends kay bary main nb maloomat mil sakti hay market ki price kay bary main b achi help milti hay or hum is ko understand kar sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X