What are the most important Indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Stop loss tenk profit wali opation sab sa best ha ma.tu ya khati ho is liya hamy cheya k.ham.ya opation chose kiya karyis sa hamy losa ni hota is liya hamy taken profit wali opation wali chose karni cheya asa karna sa hamy ptofit haucha ho ga is liya hamy asa hi karna same.to same hamy wo karna cgeya jis sa fyda ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading main Moving average bhot zada used huna wala indicator ha jo sub log used karta haan or main b moving average he used karta hu is leya moving average bhot best indicator ha forex trading main.
      • #33 Collapse

        gee bhai forex trading mein most important indicaotrs mcad moving average hon ge mein ne abhe tk itna experience nhe hasil kia he mein es mein mhnt kr rhe hon aur smjh rhe hon aur indictors ka knowelge hasil krna important he es se ham trading mein bhtre la skte hien
         
        • #34 Collapse

          Forex trading me indicator ki importance bhot ziada hoti hai jo trader indicator use lazmi karta hai wo apne trade ko successful bana leta hai kyoun k indicator se humen market ko watch karne me bhot asani ho jati hai or market kafi time indicator ki tarha move karti rehti hai
          • #35 Collapse

            In my point of view rsi moving averages.mcad oir cci sab say axhy indicators hain jin ko use ker k hum market ko analysis kerty hain oir iss ka trend nikalty hain oir pher us k mutabik jo signal humean milta hy hum trade lagaty hain
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rabihenjbar پيغام ديکھيے
              what are the most important indicators you are using to help you read the market and make profit
              mere bhai wese to forex k business mein har koi different indicators hi use karta hai lekin main apne liye jab trade start karta hun to stochastic indicator hi use karta hun kiun k is se kafi help mil jati hai aur ham market ki movements ko achi tarah check karty hue apni trade ko loss se bacha sakty hein
              • #37 Collapse

                yahan per different indicator hai is lai main to rsi or maacd or moving averge ko aik sath use karta ho. or jab wahan se signal create karny hoty hai. to us e base per ham order lagty hai . mazeed yamain forex ko waisy nahe trader krna ho ga .
                • #38 Collapse

                  dekhi bat ye ha k ma tu koi bhi indicatior use he nhi krta hon iss ma ma apni demagh sa or zeda tar fundamental ko dekhta hon or trend ko dekhta hon trend ka pata hona ma samjhta hon k buht he zeda zaroori ha iss ma
                  • #39 Collapse

                    mujh ko bollinger bands he sab se zada acha or important indicator lag raha hai forex ke business me is lye me is indicator ka he use kar raha hon jis se thori bohat market ki knowledge samajh aa jati hai warna zada tar me trend lines laga kar trends identify kar ke he trading karta hon .
                    • #40 Collapse

                      asalam o alikum friends bhai mere nazar main sab se zada ache kam karne wale or all time over all good result dene wale indecator rsi or moving avrege hain in ka trend or conformation go k kafi deer se hote hai magar ye strong trend date hain
                      • #41 Collapse

                        Forex main different indicators aur signals use keye jatey hain aur different traders different strategies aur indicators use krtey hain. Main to ziada tar trading H1 aur H4 par hi karta hoon aur is ki help sey market ko predict krney ki koshish krta hoon. Aap ko jin indicators ko use krney main asani hoti hy, aap un ko use kr saktey hain.
                        • #42 Collapse

                          wesay to humery pass kafi indicators hain jin main chand aik achy hain jo humean market ki sahe direction btatay hain jin main RSI CCI and moving averages ka combination hy jin main hum acha profit earn kr sagty hian
                          • #43 Collapse

                            bollinger bands or macd mere khayal se sab se most important indicators hain jin ki waja se aap ko market me achi help hasil hoti hai agar in indicators ke hisab se aap chalen ge or in ko sahi se samajh kar working karen ge to bohat acha profit hasil kar saken ge .
                            • #44 Collapse

                              Forex pe to mene jitna suna hy k do indicators hoty hain red orr green.. green wala uper ki tarf hota hy agr wo on ho to buy ki trade lga do orr agrr red wala downside pe on ho to sell ki trade lga do yaa phr wese hi chorr do kuch na buy karo...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                muje jo indicator sb se important lgta ha wo moving average ha. dosrey number pr me money management indicator use krta hu jis se muje lot size ko select krnay me asani hoti ha apnay account balance ke mutabiq. Rsi indicator be use kr sktey he laikn sirf trens ko indicate krnay ke liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X