"If you fail, What are you doing"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    agar mujay kabi loss howa tu mai yeh karo ga k mujay loss ks waja howa or muj sy kya ghaltiya hoi fr try karo ga k next wo ghalti na karo deakho bhai forex acha kaan hai but risky hai es mai loss zaror hota tu behtr yahi hai k ap pehly sikhny or fr loss ho tu os ki waja malom kr k os ko dor krny ki try kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Dear is business me hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam karna chahe kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm is business me asani se success ho sakty hain is iliye hmen chahe k hm is business me har cheesz ko soch smjh k karna chahe or mehnat se karna chahe
      • #168 Collapse

        ager koi b forex trading main fail hu jaye os ko trade main profit na hu or zada loss hu tu ap ko forex main or zada learning karni chaye jitni zada learning kara gain utna he zada ap acha trader ban saka gain or phir work start kar dain.
        • #169 Collapse

          gee bhai forex trading mein fail nhe hona he es mein mhnat krne he aur es se success hasil hote he apne trading mein bhtre laein to hmein kabhe be fail hone ka khatra nhe rhta he aur trading mein agr koe trader fail ho jata he to us ko success ke lie mhnt krne he
           
          • #170 Collapse

            Forex trading mai trader ko profit or loss dono hi hotay hai lakin mere khyal say sirf trading mai hi nhi blkay hr trha k business mai loss or risk dono hi hotay hai.Lakin agr achi knowledge or skills k sath trading ki jaye to yakeenan loss ay btcha ja skta hai or profitable trading krnay mai kamyab ho sktay hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #171 Collapse

              AOA bhai agar ap fail ho rahy han to iska matlab ha k ap sahi time pe sahi trade nai laga rahy ,apko market ka sahi se andaza nai ha aur sahi se knowledge b nai ha tab he ghalti hoti ha so pehly ap seeekh len achi tarah us k bad ap real money se trading start karen us se pehly risk leny ki zarurat nia
              • #172 Collapse

                Agar me trading me fail ho jata hun to next time me pher se koshis karonga pher se apne andar improvement ko lany ki koshis karta rahun ga or jo many mistake ki the us ko dur karne ki puri try karonga is lye ap khabhe himmat na harna warna apko nuksan ho skhta hai
                • #173 Collapse

                  Forex maen ager mujhey loss hota hy tu pher us ko recover kerny ki koshsh kerta hoon oir ager account zero ho jata hy tu pher double mehnat kerna parti hy aik tu ghaltioun say seikhna larta hy oir forum pay bhe mehna ker posting say bonus bnana parta hy
                  • #174 Collapse

                    simply dear no one want to fail in any field of life including forex . to is lai agr koi nakam ho jata hai to us ko lazmi toor epr any mistake se samjhna ho ga . taky next wo mistake na krain or apny ap klo loss se bachaian . mazeed to ham kuch nahe kar skty agr loss ho jaiy to
                    • #175 Collapse

                      Aap ko us waqt tak koi nahi hara sakta jab tak aap har nahi mantey. Yeh aik profitable business hy aur is sey hum ney apney hissay ka profit lena hy aur apni life ko shandar banana hy. Agar har man jayen gey to kamyab kaisey hon gey. Learning ko barhayen aur apni ability aur skills ko improve krain gey to kamayb ho jayen gey.
                      • #176 Collapse

                        broter insan kabhi kamyab hota ha kabhi fail hota ha iss ka matlab ye nhi wo pechy hat jaye uss ko chyae k apni galti ko dekhy apni galti ko thek krny ki koshsih krin or uss kamzoori ko apni taqat bnaye or dobra aye maket ma
                        • #177 Collapse

                          Dear is business me hmen loss k waqt hmeshah himat se kam laina chahe hmen is business me loss se hmeshah acha experince hasil krna chahe or hmen chahe k hm is business me loss se hmeshah is business ki achi learning krni chahe
                          • #178 Collapse

                            forex ke business ko join kar ke apne aap ko mazboot banaya ja sakta hai forex ka karobar itna mushkil nahi hai is me bas practice ache se karte rehni chahiye aap ko phir kuch bhi na mumkin nahi rahe ga or aap apne andar ka failure bhi khatam kar saken ge is ko seekhne ke baad .
                            • #179 Collapse

                              asalam o alikum friends g bhai apne thek kaha hai ham jab trading main loss karte hain hamen is ko recover karne ke lia kosish karne chahyea himate amli bnanne chahyea os ko ayse hi chor dena acha nahi hai hamen learn karna chahyea
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex trading mien agar ap fail hojaate hian to phir apko chahiye ke ap kuch time tk ke liye trading ko rok den aur is mein pehle khud relax hon aur phir wapis ayen is business mein.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X