minor pairs ka spread zada q hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    minor pairs ka spread zada q hota hy?
    Assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum hmary bht sy new traders pochty hain k q major pairs ka spread InstaForex waly sirf 3 pips charge karty hain jab k minor pairs ka spread bht bzada hy kisi ka 10 hy kisi ka 20pips ka spread hy.. aesa q hota hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear pairski movement k hisaab se spread hota hai jo major pairshain un men movement bahot hi kam hoti hai aur jo minor pairshain unmen movement kafi hoti hai isliye unka spread bhi ziada hota hai, ab jese gold ko dekho to uss ka spread bhi ziada hota hai aur iss me movement bhi ziada hoti hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai spread pair ki moment k mitabiq hota hai major pair ki moment ziada hoti hai jis ki vjha sy major pair ka spread ziada hota hai aor minor ya chotty pair ki moment kam hoti hai as liay minor pair ka spread kam hota hai
      • #4 Collapse

        Bhai jan pair ka spread is waja se zada hota ha k wo fast movement kryi hein os main hume jald lose be ho sakta hai ur profit be zada hoya ha lekin pair py trading krne k liye hume zada experience ur knowledge ki zahrorat hoti ha hume is main demo account main lazmi practice krni chaiye
        • #5 Collapse

          Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab kharyat say honge mera yeh sawal hai kwh minor pair ka spread q zyda hota hai?
          • #6 Collapse

            Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

            forex ke karobar mein minor pairs ka spread zeadais ley hota he jab hum apni soch or samaj ko behter banay ke ley achi knowledge ko experience ke sath hasil kerty hein forex aik acha or profitable karobar he jis mein hum apni soch ko jazby ke sath trading kerty hein forex aik acha or behtareen karobar he jis mein hum apni learning ke sath earning be kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

              forex ke karobar mein minror pairs ke spread is ley zeada hoty hein kunk hum achi or behter kowledge ke sath trading kerty hein is ley hum acha earn be kerty hein or acha soch ke trade ko lagaty hein or kam yabi ke taraf apna mind kwer lety hein human apny mind ko fresh ker ke kam kerna chahy or ager hum earn kerty hein to human usy achi or behter jaga pe lagana chahy
              • #8 Collapse

                Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                forex asa kaaam hain k is main haaar pair ka apna apna spread hain hum ko agar kaaam spread main kaam karne hain tu humhan eurusd gold main kaam karna chahiye agar hum gold main kaam karte hain tu humhain acha profit b hasil hota hain or kafi achi knowladge b hasil hoti hain or pair main trading k liye humhain mehnat karni hoti hain
                • #9 Collapse

                  Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                  Asal mn jahan tak mera jo thora bahut concept ha wo me bta deta hun. Kuch aisay pair hain jin k roz ka trading volume bahut ziyada hota ha like EUR and GBP so inka spread thora hota ha jb k aisay pair jin mn trading volume ki ratio kam ha to unka spreas bhi ziyada ha.merau khayl mn yahe aik solid vja ho skti ha. Apko aisa krna chajeay k ziyada sprwe walay pairs pay trade na krain jin ka speas ka ha apnus m tradae kr lo.
                  Kinza789 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                    forex aik wasee business hain is business mai minor pairs zada tazzz move karty hain or is liye in mai spread kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai mahnet kry gy to hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                      Assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum hmary bht sy new traders pochty hain k q major pairs ka spread InstaForex waly sirf 3 pips charge karty hain jab k minor pairs ka spread bht bzada hy kisi ka 10 hy kisi ka 20pips ka spread hy.. aesa q hota hy?
                      Yah Baat maine bhi note ki hai ki minor pairs ka separate jyada hai escalated aap apni search Karen Mujhe Iske bare mein jyada information Nahin Hai agar aapko is bare mein information ho to mujhe bhi bataiyega
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                        bhaiya chatting karni hai tu sabse pahle hamein account ko money management karna sikha chahi kyunki hame jab lot size open karni hai to apne account ko is baat ka khyal rakhna chahiye ki forex trading mein jitna mere paas balance hai usse hamari lot size open honi chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                          dear instaforex main ju ham kop bonus account dia jata hai uss main fix spread hota hai aur 3 ka hota hai ju k ager wo dekha jay tu ziada ha mager instaforex pori dunia k broker main dekha jay tu ye best broker hai kyon k asa koi or broker nahi hai ju k bonus say trade kar k withdraw day iss leay ham ko bhi yeh nahi dekhna chaheay k iska spread ziada hai iss lea app ko yeh chez bardasht karni chaheay aur jiss jiss pair ka spread kam hai usi main trade karni chaheay jitny bhi major pairs hain un sab k spread 3 k hain aur gold main ziada nahi hai iss lea ap ko in pair par km karna chahea.
                          • #14 Collapse

                            Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                            Assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum hmary bht sy new traders pochty hain k q major pairs ka spread InstaForex waly sirf 3 pips charge karty hain jab k minor pairs ka spread bht bzada hy kisi ka 10 hy kisi ka 20pips ka spread hy.. aesa q hota hy?
                            walaikum assalam ji Bhaijaan different pairs ke different spread hote hain Jaoge broker ki Commission hoti hai agar aap aap apni e trade ko pending mein open Karte Hain to spread bahut jyada Hota Hai isliye Ye aap pending order ki Bajaye instant order ko open karne ki koshish karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: minor pairs ka spread zada q hota hy?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                              Assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum hmary bht sy new traders pochty hain k q major pairs ka spread InstaForex waly sirf 3 pips charge karty hain jab k minor pairs ka spread bht bzada hy kisi ka 10 hy kisi ka 20pips ka spread hy.. aesa q hota hy?
                              Walaikum assalam is bare mein to mujhe kuchh Jyada Andha Nahin Hai Lekin Jab market close hoti hai ya FIR chhutti wala Din Hota Hai use Waqt pears ke spread Jyada Hote Hain Jin ping mei 3 pips ka difference hota hai hi janma chhutti Wale Din 7 pips ka difference hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X