"Is loosing necessary in forex for learning"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G ap th k kah rahy hain kay loosing buhat hi achi aur behtar cheze ha aur iss main hum buhat yada aur achy treeky say apna poora focus kar kay hum issm ain kamjabh bhi hasil kar saktyhain aur apis main mehnt aur lagan ki faza bh ikaim kar skatyhain yadaachy way say aur yah humara acha way aur treka bhi hota ha achi tarah kaam kar kay aghy barhny ka is min humara poorafocus bhi ha kaam ka
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Loss is not necessary for every kind of business.Forex is international currency business in the world.So here loss is not essential for the trader.But we learn from our mistake.From loss we learn how to make profit.
      • #48 Collapse

        Yes... i think its necessary.... coz jb hamen loss hota hai tu us ka reason find out karne k liye aur usey fix karne k liye hum bht carefully kam karte hain...jis se hamen choti se choti bat pta chalti hai...aur hum trading aur zyada behtet tareeqey se samjah jate hain...hamen trading ka her pehlu pta chal jata hai jo hamari trading ko strong karta hai aur hamen success ki taraf le jata hai..... loss kum ho ya zyada hamesha bura hi lagta hai aur her loss ko hum aik jaisa hi lete hain....so there ia no limit for loss....
        • #49 Collapse

          yes loosing necessary in forex for learning Forex is very easy business and profitable when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so do not emotion and do not greed always following market conditions
          • #50 Collapse

            han ge bilkul forex trading main loss to important hai is liye hmain chye ek is ko sekh kr or smjh kr achye se learning krain ta ek bad main problem na ho.
            • #51 Collapse

              Dear friend , kuch panay k lie kuch khona parta hay kabi kabi kuch sikhnay k lie loss bhi kerna parta hay or agar sekhanay k doran soch samjh ker kam kia jae to loss se bacha ja sakta hay.
              • #52 Collapse

                insaan hamesha apni ghaltiyo se hi seekhta hai is liye forex main loss hona 1 lazmi baat hai. jab insaan forex start karta hai to usko itna experience nahin hota to wo start main lazmi kuch na kuch lose karta hai. lakin trader ko loss se pareshaan nahin hona chaahiye aur gahltiyo se seekhna chaahiye
                • #53 Collapse

                  Nahi bhai jee mera nahi khayal k loss humari forex trading learning k liye zarori hai. Han agar galti se humain kisi trade mein loss ho jaye to us se humain koi na koi sabaq zaroor milta hai jis se humain ayinda wo galti se bach saktay hain.
                  • #54 Collapse

                    jee han meray bhai ye aik aisa business hai jis main loss to hota hi hai or un lgoon ko ziada hota hai jo is kam ko bager seekhay karnay ki koshish kartay hain so is kam ko hamesha seekh kar karain
                    • #55 Collapse

                      bhai jan ma nhai khata ho k hum ko loss hi ho tu hum lrean kary gay hum ko live account pe kam karne k liye hum ko demo account pe practies karne chaye
                      • #56 Collapse

                        ha ye to necessary ho hai ki aapko learning me loss hota hai par aapko loss hone se hi aapko jyada learn hota hai aur issi lose se aapko bahut kuchh sikhana hota hai agar aapk kabhi loss hota hai to apako pata chalata hai taki bad me aapko ussi tarah se loss nahohota hai aur aap sikh sakte hai is liye loss bahut hi zaroori hai
                        • #57 Collapse

                          Dear member loss in business a part of game.Forex market ka koch pahta nahi chalta hai.ap sub rules b follow karty hain lakin pir b loss ho jahta haa.lakin experience honay ka ahk fiyda ya kay trader ko loss toh hota ha lakin kam hota haa or woh foren dosri tarf say apna loss recover kar liyata haa.
                          • #58 Collapse

                            hi,,
                            we have to get deficits seeing that positive and young children and can which exactly what errors should not be recurring and so yes errors are very important. and yes absolutely no investor can easily business below without damage. and so please don't think adverse about this.
                            • #59 Collapse

                              g sir mere kyaal mein tau loosing necessary hae forex trading learn karne kliye q k jab tak insan apna nuqsan nahi karta vo theek se us kaam ko nahi seekhta q k jab us ko koi loss hota hae tau vo phir apne us loss ki vaja se apni us mistake ko hamesha yaad rakhta hae aur next kabhi b vo mistake nahi repeat karta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                I think when we still loss means we have to study again and all will be good with the focus and process all need and are always anxious to be very nice and all will be well and all need process and hard work we will be very nice and all it took was patient and always process will be very good indeed.
                                :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X