Jab trading phanss Jaye to hadgind na karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab trading phanss Jaye to hadgind na karen
    Dear friends alarm aoqat aisa hota Hy jab account buri tarah phans jata Hy aor koi Rasta nai hota to new trader hadging karna start Kar dety hen Kia ye drust hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear market kabhi bhi smoothly nai chalti hamesha retracement men aor up down zig zag bana kar up direction men aor down direction men chalti hy to mere ye zati ray hy ke kbhi bhi hadgibg na kren is se account aor ziada risky ho jata hy aor wash hone ke chances barh jaty hen
    • #3 Collapse

      Dear jab account phans jata ai to phir to heading krna majburi bn jata hai but main ne to aik baar heading se ulta nuqsan utha chukka hun isliye main heading ko acha ni smajhta hoon, ho sakta hai k jab ham heading start kren market apna trend hi badal de iss baat ki bhi koi guarantee ni hai.
      • #4 Collapse

        jahan tk mera opinion ha to phansy huye account pe agr haeadging kijae to loss hony k chances brh jaty hen.keun ye aik type ka risky step lia jata ha aur phansy account pe risk lena apny hath se apna loss krny k mutradif ha.
        • #5 Collapse

          Aksar ham aesa hi kerty hain ky jab hamari trade kafi loss main chali jati hai tou ham same lot size ky sath opposite direction main bhi trade open ker ky apni trade ko khud phansa dety hain halanky market reverse bhi zarur move kerti hai tou same time main trade zyada loss sy kam loss main close ker deni chahiay
          • #6 Collapse

            bro log ziyda tar hadging ko bht use karty hy jis say account wash he huta hy but ye mari ziyti strategy hy k ap nay trade buy ki lagye or woh loss ma hy kafi loss ma market kafi down a gye hy tu tab 1 hadging kar lay mazeed 1 or buy ki kar lay isay ziyda tar loss hm kar sakty hy.
            Last edited by ; 07-07-2018, 07:02 PM.
            • #7 Collapse

              bohat logon sey suna ha log hedging use kar letay hain lakin mujhay wo koi faida mand nazar nahe ta oss sey behtr ha ap stop loss ka use krain apni trading ko uss tarah secure karain hedging sey mujhay lagta ha aik aor lot phans jay gi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Mai nai samjhta k hedging ja koi faida hota ha ulta mazeed ap aik aur lot phansa deta ha behtr ha ap hedging se perhaiz karain aur trading secure karain takay ap ko hedging na krni paray hedging se account mazeed phansay ga
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE

                اب آن لائن

                Working...
                X