Forex main khof or lalach ki zanjeer ko tor kar trading karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main khof or lalach ki zanjeer ko tor kar trading karain
    Dear members forex trading main khof or lalach ki zanjeer ko tor kar trading karain.
    Apnay mind ki programing karain.
    Or fear aik aisa factors hai jo aap ko sahe trading setup per risk lainay say rokta hai.
    Or greed yani lalach aik aisa factor hai jo aap ko market watching kay waqat without opportunity high lot size lainay per majboor kar daita hai.
    Aap small lot use karain jab aap ka bonus 2000usd usd tak ho jay to aap tab 2.0 ka lot use kar kay high profit earn kar saktay hain. Apnay bonus account say
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear agar market men fear se trading kren ge to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye hamen chahiye k ham fear free ho kr pooray confidence k sath trading kren ta k ham trading men kamyab bhi ho saken agar ham trading ko khif se kren ge to kou better decisions ni le saken ge.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Yes ye to lazmi bandy ko khatam karna hon gi q k khof ki wajha say banda achi say achi trade miss kar jata hae aur lalich men aa k ik trade setup nai b ban raha hota to wo kha makha usko bana lyta hae lihaza ye dono ko khatam karny k liay apko forex ki study karni parry gi.
      • #4 Collapse

        assalamo alikum yes sami sahb sahi keh rahy hain q k lalch main insaan jab thora sa profit bhe aye to apna trades ko close kar deta hy aur bad main pta chlata hy k pair bht zada move kar gya hy phir log aopny baal nochty hain islie lach ko pre bhga dain
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum dear forex members.
          G bhai bilkul aisa he ha agar traders apny emotions aur lalach ko control rakhna he kamyabi ha q k kisi bhi cheez ka khof insan ko dibo la jata ha bas koshosh kren dil ko waseeh rakhen aur mukhlis dil rakhen yeh apni aur dosron ki khair hai. Thanks dear forex members.
          • #6 Collapse

            Yes of course hamain chiay kay forex trading main khof or lalach apnay dill say nikal daina chiay or is kay ilawa hamain trading karni chiay.
            Kiun kay aap ko pata hona chiay kay jo insta forex bonus accounts hain in per aik to leverage kam hota hai.
            Jis waja say aap kay lain kay agar ham full lot lagain gay to wash ho sakta hai.
            Is tara agar ham jab bhi fear or greed ko khatam kar kay trade karain gay.
            Means wo aik emotions less trade ho ga.
            To tab ham trading main apnay bonus accounts per kafi acha earning kar pain gay.
            • #7 Collapse

              khouf aur laalach har kaam mein bilkul nahi hona chahye. Khouf aur laalach ki waja se hum achi trading bhi nahi kr sktay aur iss sy earning effect hoti hamari.
              • #8 Collapse

                bhot khob bhi jan ap ne bhot achi bat btai hamen bhilkul confidant ke sath trading men inter hona chaie aor bila khof aor soch samj ke ke trade laga deni loss aor profiy busniss ka aek hissa hy
                • #9 Collapse

                  Thanks dear bhot acha thread creat Kia apne aor mere AP sab Senior member see yehi guzarish Hy ke ache see acha thread creat Karen tahke new bie ko asani ho samjne men or un ke knowledge men izafa ho
                  • #10 Collapse

                    Asslamo Alaikum tamam forex membars ji waqe hi 2 chizan esi han k jo insan ko taraki ni karne daty ak ha daar or dosra ha lalach jab admi darta ha ka kanhi mera acount wash na ho jaye ye soch kar ziada trading ni lagata or nuksan kar bethta ha chahy us ka time acha chal raha hota ha or dosta nuqsan us sorat me hota ha jb wo ziada kamane k chakar me hota ha lalach karta ha or apna acount wash kara bethta ha is liye ma kahty hon k forex trading ma daran mat or ziada lalach me mat paran
                    • #11 Collapse

                      fores trading main mind ki programming krna bohat zada zarori hota hai jis ki vaja say humy is main her ik cheez ko planning say krny ki zarort hoti hai yehi ik trader kay liay zarori hota hai nahi to mumkin hai kay humy is say nuksan ho jiay or is main lalach say nahi trading krni kabi b nahi or sath main tension free mind say trading ko kro dosto
                      • #12 Collapse

                        Yes dear aapke es post se mera way of thinking change ho gaya ha. Aur really agar ham 3 se 4 month aram se small lot k sath trading karin to phir ham araam se munasib earning bhe kar sakty hain aur kafi acha boubas b 3 se 4 month ma hmaary pass add ho jaay ga. Jab acha bounas hmaary pas hoga to achi trading aur bara lot size bhe ham us kr sakin gy jis se hamko faida bhe zayda hoga. So lehaaza aap ke baat pe zaroor amal karna chahey.
                        • #13 Collapse

                          slaam to all members.. 2000 USD bonus account main abi hamria lyia to boht door ka target ha ur is par 2.0 ka lot size ho tu waqie hi boht zyida profit gain ho ga. kyun ka is bouns account ka leverage 1:50 hain is lyia hum big lot size nahi laga skta app ka account ka bonus boht acha ha app ya size easly laga skta ho..ur khouf or lalch wali baat bilkul theek ha hamin bilkul fear free ho kr ur lalch free ho kr trading krni chye...
                          • #14 Collapse

                            g bhai aap ki baat bilkul sahi hy k hamein trading mein kisi qism k khof rakhny ki zroort nhi keun k ye hamary confidence ko kam krta hy aur ham koi bhi faisla krty waqt bahot preshan ho jaaty hain aur sahi faisla nhi kr paaty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai agar fear se trading kren ge to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye hamen chahiye k ham fear free ho kr pooray confidence k sath trading kren ta k ham trading men kamyab bhi ho saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X