Indicator use krty hoy bhe loss ho sukta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator use krty hoy bhe loss ho sukta hai?
    Kbi kabar indicator use krny k bawajood bhe hamri trade mn loss ho jata hai q k kbi trend market ki vjha sy indicator bhe sahe trah sy indication ni daita aor trade loss mn chali jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan wese tu aj kal main koi bhe indicator best working nh kr raha hai indicator just tools hi hain main tu apni trading main koi bhi indicator use nh krta hon muje nh lagta hai ke ke koi esa indicator ho jo ke ham logo ko best profit de sake es liye main mashwra don ga ke indicator na hi use kren just tools hain yeah
    • #3 Collapse

      G bilkul esa hi hy k jb market fast move hoti hy to us me indicator apki trade py jo lga hota hy wo apko sahi indication ni deta is wja se ap ko loss ho jata hy
      • #4 Collapse

        Indicators jitny bhe hain wo sirf technical analysis pe depend karty hain aur un ka istemaal kafi limited hota ha. Kun k market jab move karti ha to kuch na kuch political situation change hoti hay. Agar indicators fundamentally trades ko lagany ka indicate karin tab to sahe otherwise aapko siyaasi soortehaal pe bhe tawajha deni lazmi chahey.
        • #5 Collapse

          g han bilkul indicators use karty huay b loss ho sakta hae aur apko agr indicators k bary men theek malumaat ni hain ye apko theek trha say use karna ni ata to aap ko loss hota rahy ga isky ilawa ye indicators profit ki koe zamanat ni hoty aap price action pay kaam karren.
          • #6 Collapse

            agar indicators use kar key planing aur strategies key sath trading ki jaye to market ka jaiza ham achi tarha le sakty hey aur loss se bach sakty hey, indicators signals hamesha big time frame me hi right ho sakty hey.
            • #7 Collapse

              Fg

              Agar aap Kisi indicator to use kar rahe hai iss indicator use karne se bhi aap ko Kafi Jada nuksan ho sakta hai wahan se rakhlo kaam karne mein aapko bhi ho sakti hai
              • #8 Collapse

                dekhen mera ye manna hai k indicator humare lia 1 helpful tool hote hain bus es se zada kuch ni wo agar accuracy result dete hote to phir to bacha bacha bht zada paisa kama raha hota es field se es lia hume chahe k hum indicators ki help lain baqi zada depend hum apnay strong analyse par karen to wo zada behtar hai humare lia.
                • #9 Collapse

                  Jahan tak mera khayal ha indicators ko bil kul useless nai samjhna chaheay indicators hmari kafi had tak help krtay hain. Blind trading say behtar ha ap indicators pay trust kro. May bhi kbi kbi indicator bhi exact trading signal na dain lekin kuch na kuch help zarur milti ha indicators say.
                  • #10 Collapse

                    G han ap ne theek kaha some time aesa hota hay k hum indicator ko watch kar k trade lfate hay par humari trade phur bhi loss may chali jati hay lekin mere khyak may agar hum indicator ko sahe ahe qchi tarha watch kary aur time fram ko samjh kar trade lgain tou hum loss se bach sakte hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      ji han bhai indicatior use karte howe bhe apko loss ho saghta he agar ap new hoge to apko idicatior thek se use karna nahi aayega jiski waja se apko idicator hone ke bawjood loss hoga or bohot si aaisi news he eurusd ke hisab se jub wo ati he to idicator bhi nahi bata pata ke market kaha ja rahi he
                      میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                      انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                      وہ خود ہار نہ مان لے
                      Posts Ache Lage to please Click Thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X