Stop order aur limit order kya hoty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop order aur limit order kya hoty hay?
    Stop order: ye order ki aisi kisam hay jismain hum mojada rate say upar buy karty hay ya pher mojuda rate say nechy sell karty hay maslan EURUSD ki mojoda price 1.1700 hay hum chahty hay keh 1.1650 par pohanchy to hum esko sell karen gay ya pher stop order lga dain gay jab price 1.1650 par pohanchy gi to humara order khud ba khud open ho jaye ga
    Limit order: esmain mojoda rate say nechay buy kea jata hay ya pher mojoda rate say upar sell kea jata hay msal kay tor par EURUSD main mojod price 1.1700 hay hum chahty hay keh jab ye 1.1650 par pohancy to hum esko buy karen gay eskay liey hum limit order lga dain gay jab price 1.1650 par pohanchy gi to trade open ho jaye gi khud he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye aik pending order ki tara hota hay jis main hum order ko place kar to dyty hain magr usi time market main is ko movemnet nai hoti hay so is ko pace karny skay bad hi is ki opnin price main uye order open hota hay is main limti laga kar kay hum kam karty hain humain learning kar kay market main kam karna ho ag
    • #3 Collapse

      Yeah order lagany ki aik qism hai is mn ap order laga skhty hain aur aik limit bana dain gy jb ap ka oder uper limit touch kary ga toh automatically order close ho jaye ga aur is trha ap loss sy bach jao gy
      • #4 Collapse

        humain is main order lagna hota hay is ki kafi iqsam hoti hay is main agr humain pending order ki b option ho sakti hay magr humain is main kafi rpracctice say kam karna ho gakun kay pending order ko set karna huamryliye kafi risky ho sakta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga k loss km say km ho
        • #5 Collapse

          order koi kafiiqsam hain in main hum pending order ko b laga sakty hain jis main humain achi earning hasil ho sakti hay humain jab clse karna hy to is main take profit ka use kar sakty hain humain kafi mehnat say kam karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay ta kay kam karna asan ho
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            forex trdaing main es k ilwa or bhi order hoty hain jis k use kar k achi trdaing ki jsa skti hai forex trdaing main hmain jub es miyar k sath trdaing karni ho tu hum achi trah apny anlsye ko use kar k trdaing karen ta k hum achi eraning kar saken trading karna bhi boht zarori hoti hai ta k hum asani k sath trdaing kar saken
            • #7 Collapse

              agar hum pending orders ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiye keh market main theak say time dain kyun keh time dai kar aur tab he hum achi trade place kar sakty hay aur market main achi earning kar sakty hay ye bohat acha business hay
              • #8 Collapse

                is mai nstop loss ko use kar sakty hain is main koi aysa issue nai hay kun kay stop loss ko use karny say aik limit mil jati hay is main limit kay sath kam karty hain jab b order place karty hain to humain is kay rules ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay market main stay karnay main ziada profit hasil ho
                • #9 Collapse

                  yes bro apny thk kaha hy..jab ham kisi bhi pair per pending ordereopen kerty hain to us per stop order aor limit order lgaty hain.q k jab ham markete k mojoda value sy oper ya nechy order open kerna chty hain to ye cheezen istimal hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    g han bhai ny sahi bat ki hai or apki post se asai se hum chek kar skty hain k hum stop ordr or limit ordr ko kis trah set kar skty hain es k liye hmain majoda rate se oper ya nechy main buy sell ka ordr lgana hota hai jub limit main set karty hain tu markte jub odr ati hai tu hmara order khud lag jata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading main stop order main hum majouda price se oper ya necy sell karty hain ya buy karty hain jub k limit order main bhi hum yahi rols apply karty hain jub majouda price se rate oper ho ya nechy hum tab he buy karty hain ya sell es main trdaing esi method ks ath ki jati hai or achi trading k bad cah profit hasjil kiya jata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X