Lot kya hay aur lot ki aqsam konsi hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot kya hay aur lot ki aqsam konsi hay?
    Lot forex main trading ki value ko zahir karti hay lot 3 kisam ki hoti hay
    Micro Lot: esmain aik pip 10 cent ka hota hay yani trading main humay fi pip 10 cent ka faida hota hay ya 10 cent ka nuqsan hota hay
    Mini Lot: esmain aik pip 1 dolor ka hota hay yani trading main humay fi pip 1 dolor ka faida hota hay ya 1 dolor ka nuqsan hota hay
    Standard Lot: esmain aik pip 10 dolor ka hota hay yani trading main humay fi pip 10 dolor ka faida hota hay ya 10 dolor ka nuqsan hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humain lot ko set kar kay kam karna ho ga jis say market ko understand karna kafi asna ho sakata hay kay hum nay high risk main trade ko open kia hay kay low risk main trade ko open kia hay is main hard work karty hain to kam karna humary liye asan ho sakta hay lot aik aham rules hota hay jis ko foloow karna hoat hay
    • #3 Collapse

      humain lot ko set kar kay achy say kam karna ho ga is main lot ka lagan boht zrori hoti hay jis kay bad hi hum kam kar sakty hain humain pracctice say kam karna ho ga magr humain high risk main agr kam karna hay to lot ko b high lot ko use karna ho ga magr is main low risk main b kam karnay m b lot km ho sakta hay
      • #4 Collapse

        humain is main lot ko set karna hota ha jis say market main kam karna humary liye kafi asan ho sakta hay demo ko use karna humary liye asan ho sakta hay is main lot ko har pair kay hisab say lagan hota hay jis saya humain market ko smjna san ho sakta hay is main high risk say lot main high profit ho sakta hay loss b ho ga
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          mera khyal hai k forex trdaing main hum jo lot set karty hain wo micro main set karni chahye q k es main balnce hai na tu zeyda ka loss ho ga or na he zeyda ka profit ho ga tu hmain chahye k lot main bhi maey managmnt ko dekh kar set karni chahye ta k humain low level main trdaing kar saken
          • #6 Collapse

            agar hum lot size sahi say use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh market main sabar kay sath kam karen kyun keh agar hum lalach karen gay to es chakar main earning nahi ulta loss ka samna karna parta hay ye sab say acha business hay
            • #7 Collapse

              hum lot ko set kar kay kam karty hain to is main price ko brhan hota hay jis say market main km price ko ziada kar kay paish karty hain jis say humain kam karna kafi asan ho sakta hay humain learning kar kkay market main achi eraning hasil ho sakti hay demo ka use kar kay achy say market main kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                Lot forex main trading ki value ko zahir karti hay lot 3 kisam ki hoti hay
                Micro Lot: esmain aik pip 10 cent ka hota hay yani trading main humay fi pip 10 cent ka faida hota hay ya 10 cent ka nuqsan hota hay
                Mini Lot: esmain aik pip 1 dolor ka hota hay yani trading main humay fi pip 1 dolor ka faida hota hay ya 1 dolor ka nuqsan hota hay
                Standard Lot: esmain aik pip 10 dolor ka hota hay yani trading main humay fi pip 10 dolor ka faida hota hay ya 10 dolor ka nuqsan hota hay
                lot us ko kehty hain jo hum trade lgaty hain ye bohat c types ki hoty hain long term lot short term trade micro trade or bhi tradde ki bohat c types hoti hain mujhe is sy ziada ka nahi pata
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main trdaing main use hony wala sub se important type kah skty hain hum lot jis main hum apni invest ki sharah rakhty howe trdaing karty hain es main jo lot ki types hain wo 3 hain jin ko use kar k trading ki jati hai forex trdaing main amouman jo type use ki jati hai wo mini lot use ki jati hai jis main aik pip one dollar main hota hai
                  • #10 Collapse

                    lot size money management men a jata hy jo k bhot ahm hy..ager ap account ki worth k mutabiq lot size istimal nh kren gy to ap k account k wash hony k chances barh jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Dear friends, forex trading main ham lot size apni marzi say select kartay hain...es main per pip 0.10$ say lay kar $10 tak select keya ja sakta hay...hamara lot size jetna bara hoga hamari trade say loss ya profit ki ratio utni hi zeyada ho gi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main trdaing kary k liye hmain lot lgani hotui hai jis k hum aik trha ki invest bhi kah skty hain or lot ko hmain apny capital k hisab se lgani hoti hai k kuj trador forex trdaing main micro lot lgaty hain jub k koi mini lot lagty hain or koi satndr main en main faarak yah hota hai k jo pips hoty hain wo diffrants rate main diye jaty hain jis ko hum ny choose karna hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X