Fundamental analysis kaisay kiye jaty hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis kaisay kiye jaty hay
    fundamental analysis chand misalo say samjha ja sakta hay
    EUR/USD hum daikhty hay keh America main bayrozgari ki shrha ziada hay ya mujmoi paidawar main kami waqaya hoi hay ya bramdat main kami waqaya hoi hay to eska matlab hay dolor kamzor huwa hay dolor kamzor huwa to euro behtar huwa aur es liey hum euro khareedy gay yani EUR/USD buy karen gay agar bayrozgari main kami hoi hay ya majmoi paidwar main azafa huwa hay ya bramdat main azafa huwa hay to eska matlab hay dolor mazboot huwa hay dolot mazboot huwa to euro kamzor huwa to hum euro baichy gay yani EUR/USD sell karen gay dusray lafzo main EUR/USD short ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    good dear aap nay achy triqy say samjaia hae aur hamen kam say kam iss baat ka zaroor pata hona chaeay k akhir kia fectors hain jo markeet ki movement ka behs banty hain to yehi analysis fundamental analysis kehlaty hain aur ik achy trader ko chaeay k wo technical analysis ki bajaey in analysis py b ziada tawajho dy.
    • #3 Collapse

      Chaku Chaku technical analysis hote hain uske sath sath aap ke paas kuch fundamental analysis ki hotel ki help se are working karne main aapko bahut aasani ho sakti hai aur aap ko accha working material Nahi Jata Hai
      • #4 Collapse

        zabardast masom bhai apne bht he achay tarekay se hum subko samjhaya hai fundamental analyse k baray me layken me ye baat janna chata hu k fundamental analyse hume kis source se mil skte hain easily for example tv ki news se
        internet ki kise website se ya kise khas channel se jis se hum easily analyse kr saken market ko.
        • #5 Collapse

          my dear Forex trader fundamental analyse share market job karti hai yeh simple analyser market aajkal movement nahi karti fundamental of age online hai yeh best analyse hai agar Hame Ye seekhna hai to hum bahut accha profit kar sakte hain Forex trading make a new uski bhi information Deti Hai
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            analysis kar kay kam karty hain to kam karny main kafi acha profit hasil ho sakta hay kun kay jab b hum market main practice karty hain to is mani analysis b karty hain planing b karty hain ta kay trade main koi mistake nai ho sakay humain ziada achi earning hasil ho sakay hard work kar kay kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              market main humain analysis kar kay achy say kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna huamry liye asna ho sakta hay ism ain fundamentle analysis ko b use kar sakty hain to techniqal aanlysis b kar sakty hain jis say market main kam karna humary liye kafi asan ho sakta hay magr hard work karna ho ga
              • #8 Collapse

                ASa he hai US index ka is market main aham kiradar hai or USD index USA k dollar ki price show kra ta hai or jasy he US index main dollar kimat upar jati hai to dollar k sath lagy howy pair nechy gira na shuro ho jaty hain or dollar strong ho jata hai is sy he hum trading ka analysis laga sahk ty hain k kise b country main kia chala raha hai ya bat hun us ki currency sy kr sahk ty hain.
                • #9 Collapse

                  market main kam karty hain to is main analysis kar kay kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna huamry liye asan ho sakta hay is main koi trade ko place karty hain thumain analysis karna ho ga ta kay market main kam karna huamry liye asan ho sakay is main practice ka zrori hota hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    bhai apki post boht achi hai ap ny easily word use kar k hmain fundamental anlyses ko explain kiya hai jis se hmain achi trah smjh main agaya hai k dollors or eyro koa pas main taluk hai q k aghr aik weak hota hai tu dosra strong hota hai or euro usd pair ko kis trah buy karna hai or kis trah sell karna hai ap ny boht achi trah smjhaya hai
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ny boht achi post ki hai or main apka dil se thnks karna chahunga k ap ny hmain intni achi information di hai forex trdaing main analysess ki boht ahmiyat hai jub k fundamental ki bat ki jay tu es ko nalyse karny k liye hmain kisi molk k halat ko mady nazar rakhty howe daramdad or baramdad k weak or strong hony se kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        forex trading main agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay es business main fundamental analysis bohat zaroori hay agar hum en analysis ko karna seekhy gay to hum market main bohat achi earning ho sakti hay esmain theak say time dainay main he faida hota hay
                        • #13 Collapse

                          analysis kar kay kam karna ho ga jis say market main stay karna humary liye asan ho sakay is main boht say log kam karty hain to demo ko use kar kay is ko sikhty hain humain is main kisi indicators ki help say k am karna ho ga or demo ko use karna ho ga ta kay trade karna humary liye profitable ho sakay
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main kisi molk k halat ko dekhty howe un ki berozgari ki sharah ko chak kiya jaat hai fubdamntal analyse main es main jub os molk ki currncy ko effect paraahta hai tu os molk ki currncy ko bhi effect parahat ahi jub k os molk ki currncy waek or strong hoti hai osi ko fundamental analyes kaha jaat haa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              app na acha ur asan lfzon mah guide kyia ha ka agr berozgari ke sharaha ur bramdat ka kam ya zyida hona ya wo awamal hain jo kisi bhe mulk ke economy par asr andaz hota hain in par nazr zaror rakhni chye jiss he kisi country ka ya graph nicha jana shro krin to hamin sell krna ha jisa ya graph up jana shrow krin hamin buy ke trade lagani ha is ka bara mah daily news ati rahti hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X