Long aur short kya hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long aur short kya hota hay?
    Forex trading ki term language main hum nay koi pair khareedna hay yani base currency khareedni hay to esko hum buy ya long kaha jata hay aur agar koi pair baichna hay yani base currency ko baichna hay to esay sell ya short kaha jata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    market main kam karny ki ye aik language hoti hay jis main ye hota hay agr humain pair ko khredna hota hay ye phir is main baichna hota hay to hi is tara kaha jata hay kay shor t term ue long term humain market kay har rules ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay trade karna huamry liye asan ho sakay
    • #3 Collapse

      market main kam karny kay liye is kay har aik rules ko follow karna ho ga jis say market ko smjhna humary liye asan ho sakta hay humain demo ko use karna ho ag jis say market ko smjhana huarmy liye asan ho sakta hay ism ain short or long ko b follow kar sakty hain hard work kar kay achy say kam karna ho ga
      • #4 Collapse

        market main kam karty hain to is main log term main b kam kia ja sakta hay or is main short term main b kam kar sakty hain humain agr success hsail karna hay to low risk main kam karna ho ga magr high risk main kam karnysay trade karna humary liye boht acha ho sakta hhay demo ka use karna ho ga
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          bhai apki post boht achi hai or main apki post ka apko thks kahunga k foprex main hum long or short ko kis trah karty hain jub k koi bhi currncy hai oski base ko aghr hum buy karty hain tu hum long main trdaing kar rahy hain aghr base ko sell kar rahy hain tu hum short main trdaing kar rahy hain
          • #6 Collapse

            forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay long term trading karni chahiye laikin agar humara experince kam hay to humay chahiye keh short time trading he karen es trha humay market main risk bhi kam say kam hota hay aur es waja say humari trading bhi safe hoti hay
            • #7 Collapse

              bahi ye long or short ka word 2 trahn traders use karty hain aik tou ap nay agar pair bur karna hai tou us k liye bhi long ka word use kiya jat hai or agar ap nay kisi currency pair ko sell karna hai tou is k liye short ka word use kiya jata hai lakin is k ilawa agar ap nay apni trade ki koch din k liye ya weekly time frame k liye buy kiya hai tou is k liye bhi hum long ka word use karty hain lakin agar ap nay sirf day trade karni hai tou is k liye short ka word use kiya jata hai ye differant forex trasding ki language hain
              • #8 Collapse

                market main long term main b kam kia jata hay or is main short term main b kam kia jata hay humain agr success hasil karni hay to is kay liye kafi mehnat say kam karna ho ga ta kay market ko understand ki aja sakay is main knowledge ho gi to hi kam kar kay ziada profit hasil kar sakty hain demo ka use karana ho ga
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                  Forex trading ki term language main hum nay koi pair khareedna hay yani base currency khareedni hay to esko hum buy ya long kaha jata hay aur agar koi pair baichna hay yani base currency ko baichna hay to esay sell ya short kaha jata hay
                  dear mainay to aisa kabhi nahi suna k ham buy ko long kenty hain or sell ko short kehty hain ye to man ap sy pehli baar sun raha hon or lgat hai apko kisi ny wrong information d hai
                  • #10 Collapse

                    dear brothers forex trade mn kisi pair ko sell krna short kehlata ha aur kisi pair ko buy krna long kehlata ha , kisi bhi pair mn pehli currency mother currency hoti ha jb mother curruncy ko buy karein gy to sath wali currency automatic sell ho jati ha .
                    • #11 Collapse

                      brother meri nazar main long term usay kehtay hai jo long trade karta hai matlab daily trade karta hai money management karta hai usay long term kehta ho us ka real business forex hi ho ga jo kabi kabi new time ya phir fast market main trade karta hai usay shot term kehta hao aisay trade ka real business kuch or hota hai or wo forex ko part time job samjhta hai
                      • #12 Collapse

                        g han bnhai ap ny boht achi information di hai hmain or main apki bat se garee hun forex trdaing main boht se log buy term bhi karty hain or sell term yani short term bhi karty hain en donu terms ki saharah aik se ho ksti hai q k yah donu he term he use kiye jayy hain jub k base currncy main action liya jaat hai buy sell ki sorat main
                        • #13 Collapse

                          bhaai ap ne sai kaha hai per meri nazar mein long ko long term trading kaha jata hai forex mein aur shor ko short term kaha hai long term jo hum D1 aur W1 aur Monthly lagaty hai trade is ko long term kaha jata hai aur short term mein scalping hoti hai jo hum M1, M5, M15 per krty hai.
                          • #14 Collapse

                            Bahut sada sa sawal hy k long kia hy long us ko kehty jub hum koi corrency buy kr rahy hotay or short kia hy short mein hum courrency sell kr rahy hotay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gulzar bro main ap ki bat sy agree karta hun shuru mein tradera ko short term trading karni chahiye jab us experience ho jaye to usy long term trading karni chahiye success k liye long term trading karni chahiye tab hi aik trader trading mein successful ho sakta hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X