"What do you do when you lose 50% of the capital in the Forex market"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    huamin is main capital ko use kar kay achy say kam kar aho ga jis say humain market main achy say kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga magr demo ko use karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      hamain utna hi capital rakhna ho ga jitna hamain experience hasil hai aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main analyse kar k hi hum achi trade kar k run karein gay
      • #48 Collapse

        agar humay market main loss huwa hay to humay chahiey keh note karen ki galti ki waja say humay market main loss huwa hay aur humay us galti ko theak karna chahiey tabhi hum esmain kamyab hon gay
        • #49 Collapse

          is forex main capital utna hi rakhna ho ga jitna hamain experience hasil hai aur lot of size bi utna lena ho ga ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade karein gay it is best job
          • #50 Collapse

            agar hum theak say money management nahi karen gay to humay market main loss bhi ho sakta hay so humay chahiey keh esmain sahi say focus karen ta keh acha earn kar saky market main tab he achay say kamyab hon gay
            • #51 Collapse

              bhai jaan main aik newbie hon kbi aisa ni howa k main ny 50 percent loss kia ho real investment ka ,ha ye zaroor howa k main ny demo pe loss kia lakin wo b start ma abi to itni practice and experience ho gya hy k loss nahi hota .
              • #52 Collapse

                Kain bar mere sath asa hoa hai ke main 50 per cent capital lose kar jata hon lekin main phir bhi himmat nahi harta balkeh wait karta hon ke market koi acha signal de aur main phir apna loss recover karnay main kamiyab ho jata hon. Is lie meri aap se guzarish hai ke aap bhi asi soorat main himmat na harain balkeh aur mehnat ke sath kam karain.
                • #53 Collapse

                  Mery khayal mein agar ap k capital amount ka 50% loss ho jata hy tou apko chahye k apni lot ka volume thora kam rakhen aur choty order lagaen aur apna loss recover karny ke koshisk karen
                  • #54 Collapse

                    loss hota hai tou hamain sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main kam karny k liye experince ka hona boht hi zarori hota hai so hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay gi
                    • #55 Collapse

                      mai samjhta hun ky agar kabhi mujhay itna loss ho ky 50% meri amount ka loss horaha mai trading rok duga aur dubara sey learning theek karuga takay mazeed loss na ho
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                        This specific Foreign currency trading is incredibly high risk. if you decide to get missing 50 % of his or her cash, after that one does? You may throw in the towel as well as you can carry on and buy and sell in Currency trading.
                        Jab Mujhe 50% capital loss Ho Jata Hai To Mai Sochta Hoon Ke Meri kiss Misty ki wajah se mujhe loss hua hai aur full osco recover karne ki try karta hoon
                        • #57 Collapse

                          Dear muje jab loss hota hai tu mai apni recovery strategy pe concentrate karta hon os mai sab se pehle ami daily basis pe profit ko withdraw karta hon kch amount account mai he rehne dete hain aur baqi ko use kar leta hin...
                          • #58 Collapse

                            Forex market aik aisa platefourm hai jis mian trader ko last cent tak yaqeen hota hai k us ka loss recover ho sakta hai is liye forex chorny ki bjaye is main boaht say or sectors bhi hain agar ap ko currency main tekh say profit mnahin ho raha ya for the time being ap ko currency main working achi nahin mill rahe tou ap commodity main try kar sakty hain apna sector change kar sakty hain ye sirf planning honi chaye k ap nay kis trhan khud ko trading main maintained rakhna hai
                            • #59 Collapse

                              yes dear wo feel very bad after lossing the 50% of loss in forex trading. we need lot of hard work. more market analysis. and patience for trading success. so we need first lot of study about forex trading for success.we need to help the good trader. and then trading in instaforex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                capital rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main run karein gay aur forex main market main rakh k hi hum real main achy say perform karein gay aur is forx main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum achy say perform karein gay ta k loss kam ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X