forex main new user ko kis pair main trade kr ne chahy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main new user ko kis pair main trade kr ne chahy
    Assalam-o-Alikum !

    Forex trading main jab koi new users ata hai to us ko kis pair sy trading start kr ne chahy ku k aksar log gold main trade krty han jo new user hoty han jis ka un ko start main to faida hota hai hai but koi ach trade b galat pahasa jaye to un ka account wash hojata hai. kia new users k liya gold pair thek hai ? ya currency main trade kry or kon currency main trade kr ne chahy new user ko forex main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat bhi bilkul theek hai aur mere khayal hai kay tammam new traders ko start mein silver se trading karni chahyea aur start mein profit kay lye trade na karain balmay experience gain karnay kay lye trade lagain iss lye lot size minimum per rakhain
    • #3 Collapse

      w salam my dear brother new trade phly demo say kafi sari practice krain jab wo wahan say sekhain gay too wo khud es bat ka faisala krain gay kay kis pair per wo trade achi kr sakty hain
      • #4 Collapse

        my dear si apne bilkul theek kaha hai k new trader exprince ki zarorat hoti hai mery khalya se silver pe trading new trader k liye theek rahy ga or acha exprince ho ga or phr gold pe traidng krna ho ga or acha profit kia ja sakta hain forex ek riski km hai,,,,,,,
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          new trader ko jin pair main trading ko krna teek hota hai is main nzdusd or eurusd is ki madad say hum kafi zada khud ka confidence bana saqty hain or is ki madad say humy demo account ko sath main practice krny kay liay istamal krna zarori hota hai
          • #6 Collapse

            New trader k liey yahi advice hai k wo pehle trading knowledge ko hasil kren phr trading ki traf aaen aur pehle currency trading me kaam kren kiun k is me lot size kam hota hai jab k gold me lot size ziada hota hai jis me risk ziada hota hai is liey gold se parhez kren new trader.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear mairy khayal ke mutabik ya maira tajurba ye kehta hy ke new trader ko eurusd ya gbpusd per trading kerny chay keon ke ye dono pair khush easy hn in ki market movements ka juldy pta chal jata hu lkn new trader ko gold per to bilkul trade ni lagany chay keon ke gold ke liy aik to deposit bh big hona chay aur second gold ki trade bh bahut complicated hoty hy, gold ki ziada ter trede expert hi krrty hn

              اب آن لائن

              Working...
              X