Currency ko kaisay parha jata hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency ko kaisay parha jata hay
    Left side wali currency ko Base aur right side wali currency ko Counter ya Quote currency kaha jata hay trading karty waqat base currency ko buniyad bnaya jata hay msaln kay toor par GBP/USD agar es pair ko khareedna hay to GBP ko khareeda jaye ga agar es pair ko baichna hay to GBP ko baicha jaye ga
    Es picture main hum daikh sakty hay keh kaisay pair ko read kea jata hay
    Click image for larger version

Name:	reading currency.jpg
Views:	2
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12461813
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap nay bohat useful data share kea hay agar humary pass aisay he forex trading kay bary main knowledge ho ga to hum es filed main bohat achi earning kar sakty hay aur agar hum es business main demo account jaisi open ko use karty huway trading karna seekh kar real account par trade karen gay to bohat acha earn kar sakty hay
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai bilkul aisa hi hai currencies pair mein dou currencies hoti hain jin mein se jo paheli currency hoty hai uss ko hum buy ya sell kartay hain doosri currency ka muqablay meinaur humain profit doosri currency kay brabar milay ga
      • #4 Collapse

        Dear aap ne currencies kay pairs ko bahut achay se brief kya hai aur mere khayal mein tou currencies pair ko iss lye banaya gaya hai kay paheli currency mein trade ko sell aur buy kya jaye aur doosri currency kay braber loss aur profit milay
        • #5 Collapse

          Gbp usd ky pair ko aesy read kia jata hai kykitny gbp ka aik dollar banta hai jo ponts main hota hai isi terha ko bhi currency jo dollar ky sath pair banati hai agar woh pair main pehly ho tou uski price equal to one dollar show ho rehi hoti hai so isi hisab sy trade ki jati hai7
          • #6 Collapse

            Isko left say right read kia jata hai aik base currency hai aur dosri quote currecy hoti hai is mai base agar purchase kia gaya hai tou iska marlab hai kay apkay mutabik is pair ki pullish trend zuada hai aur agar isko sale kia gaya hai tou iska marlab hai. Bear trend ziada hai isi tarh disray pair ve read kiya jaya hain.
            • #7 Collapse

              hum jab trade karty hain to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main boht say pairs hohty hain jin ko use karna humary liye asan ho sakta hay boht say pais jin ka use humain agr ata ho ga to hi kam karna humary liye asan ho sakta hay knowledge ho gi to hi kam karn abest ho sakta hy
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                G bhai aap ne bilkol sahi bataya or main new user kon ye mairy lai buhat he achi knowledge he trading ko samjhny ke lai. aap ne image ko metion karty huwy buaht he achy tareky se currency ko explain kia.
                • #9 Collapse

                  currency ka use karna hota hay humain market main order ko place karna hay to is kay liye pairs ka use karty hain is main kafi pairs hoty hain jis ka use karny say order ko place kia jata hay humain active ho kar kam karna ho ga ta kay market main ziada loss nai ho sakay achi earning hasil ho sakay profit ho skay
                  • #10 Collapse

                    curercny ka use karty hain market main to is kay kuch rules hoty hain jin ko follow karna hota hay jis ki base say humain market main trade karna kafi best ho sakta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga low risk main trade karty hain to hi market main achi earning haisil ho sakti ha y
                    • #11 Collapse

                      curreycnt kay bary main leraning karna zrori hoti hay kay kis tara hum is ko market main use kar sakty hai is kay use karny say humain kis tara faiada ho ga or kis tara is say humain ziada eraning hasi ho sakti hay humain e book say b kafi help mil saktai hay or hum is main learning kar kay b kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        yes you are right aur agar base currency strong ho jata hay to market up hota hay aur agar qoute curency strong hota hay to market down ho jata hay aur agar same hay to market side wise rahta hay . thank you for your informations
                        • #13 Collapse

                          forex trdaing main boht se pair hoty hainjis ko read kar k he hmain trdaing karni hoti hai es liye apki pist se hum achi trah smjh skty hain k hum kisi pair ko kis trah se parh skty hain jo right side wali currency ko hum base bnaty howe trdaing kar skty hain jub k trde main hum base ko buy ya sel karty hain tu dosri cuurncy osk opposite main hoti hai
                          • #14 Collapse

                            forex trdaung main jo currncy pair diye jaty hain hmain trdaing k liye un ko arhna bhi ana chahye boht se trador un ki leraning se wakaf nahi hoty hain es liye mera khyal hai k apki post se ab boht achi trah sub kos mjh main agaay ho ga k k cuurncy pair ko kis trha parha ja skat hai currncy k pair ki jo base hoti hai osi ko he orer main use karty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap nay sahi btaya humay paata hona chahiye keh forex trading main kis kisam ki term use hoti hay kyun keh agar hum en term ko use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay dil lga kar market par dhyan bhi daian chahiye tb he safe reh sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X