New-York session kay aham pehlu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New-York session kay aham pehlu
    12 ya 1 bajy dupaihar London time pay New-York session shuru hota hay es session ain pip ki ostan movement es chart main dikhi ja sakti hay
    Click image for larger version

Name:	newyork session.jpg
Views:	1
Size:	51.8 کلوبائٹ
ID:	12461812
    New-York session main chand batain qablay zikar hay
    1: Pehlay chand ganto main London session kay sath overlapping ki waja say market main tezi ziada hoti hay
    2: Shuru kay chand ganto main aksar aham noiyat ki khabray relaz hoti hay jo market par asar andaz hoti hay
    3: Friday kay din dopaihar kay waqat market sust honi shuru ho jati hay kyun keh Asian aur London markets pehlay he band ho chuki hoti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ny bahut achi information d hai aor ap k analysis bilkul thiek hain waqy start mn newyork session london session k sath over lap krta hai his ki vjha sy moment achi hoti haiya koi bhe news ki vjha sy market mn bahut ziada tezzi ati hai khas kr 1700 time py aksar news ka time hota hai
    • #3 Collapse

      app nay bohat achi baatain share ki hay agar humay andaza ho keh market main konsay market session main movement kitni ho sakti hay to hum market mainn achi earning kar sakty hay so humay chahiye keh es business main khoob money management karty huway trading karen tab he hum market main achi earning kar sakty hay
      • #4 Collapse

        Ek acchi information ekach information aapne Hamare Saath share Ki Hai Jisko Hum utilise kar sakte hain wo Apne pitsco is ke sabse mehnge kar sakte hain aur sasur Se Jyada apna bana sakte hain
        • #5 Collapse

          MARKET main kam karny kay liye humain is kay rules ko follow karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay is main boht say mumalik kam kar rahy hain humain agr practice karna hay to market ka use karna humary liye assan ho sakta hay humain knowledge ho gi to b kam karna asan ho sakta hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            har aik session kay apny pehlo hoty hain isi tara new york session kay b pehlo hoty hain humain makret main agr stay karna hay to is kay liye humain mehnat ksay kam karna ho ga ta kay market ko understand karna humary liye kafi asan ho sakta hay magr har pair ko read kar kay hi hum is main kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              market main boht say session hoty hain jis main market main kam kia jta hay humain har session ko dykhty hoye kam karna ho ga ta kay market ko use karny say humain achi earning hasil ho sakay low risk main kam karny say humain loss km ho sakay practice kar kay achy say kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Dear forex mai boht c cheezain hain jin ko ap ko follow karna hota hai agar ap in ko follow nhn karo gy tu ap ko idea nhn ho ga k ap ne kese aur kab acha kam karna ho ga soo ap ko chaiye k dekh sun aur smjh k kam karo lehaza ap ko faida tab he haisl ho ga jab ap proper learning k bad he es business ko start karo gy aur at the end tak es ko seekhte raho gy osii se ap ko loss se jaan chorane ka muqa mile ga...
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main boht se ayse session hain jis main aghr trdaing ki jay tu biht achi trdain ki aj skti hain es liye hmain hmaisha os sesson main trdaing karni chahye jo k hmain profit de saky or hum apny anlsye use karty howe trdaing kar saken es liye jub bhi trdaing karni ho tu sesson ko dekh kar karni chahye
                  • #10 Collapse

                    market main kam karty hain to is kay liye huamh ruesl ko follow kar kay kam karna ho ga jis ki hlep say market ko understand karna kafi best ho sakta is main har aik session kay kuch aham pehlu hoty hain jin ko dykh kar kam karna ho ga magr har trade ko karny kay liye humain lafi leraning ki zrort hoti hay
                    • #11 Collapse

                      forex market main har session ki timing alag alah hoti hay aur new York session ki bohat amhiyat hay aur esmain bohat ziada movement hoti hay kyun keh es session main ziada tar news ati hay jo keh market main tezi ka sabab banti hay aur market main trade karnay kay chances bhi banty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bhai ap ny achi post ki hai jub k hum new york k sesson main pip ki ostan valuse ko dekh skty hain es sesson main pahly tu overloping hoti hai jis main mera khyal hai k humain trdaing nahi karni chhaaye dosri yah bat hoti hai k os k bad dopehr main achi market main moving hoti hai os main trading akr skty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X