Konsay currency pairs par trade karni chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konsay currency pairs par trade karni chahiye?
    Market kay hujam aur tezi ki munasibat say major pairs maslan EUR/USD, GBP/USD, USD/JPY, USD/CHF ki trading behtar rehti hay kyun keh en kay spreads yani currency ki kematy khareed aur kematy farookht main farak kam hota hay hum cross pairs maslan GBP/JPY, EUR/JPY etc ki trading bhi kar sakty hay magar en kay spreads ziada hoty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear waisy to sary hi currency pars achy hai jis par bhi dil ho kaam kar sakty hai magar jaha tak mainy study ki hai jitny bhi pairs hai jin k sath usd hai aun pa trade karni chaye aus par aik to spread kam hota hai aor aus par moment bhi achi khasi hoti hai agaf humri trade profit wali side pr aa jaye to acha profit ho jata hia.
    • #3 Collapse

      dear yoon to ham sab pairs pay trdes kar saktay hain is main koi bhi munasbat nai lakin apk question k mutabik hamin apnay knowledg ki tarf dhian karna chaye k ham kis kadar kitna earn kar saktay hain agar hamaray pass propper knowwledge hoga tab hamain kisi bhi pair ki koi mushkil nai hogi is liye pair decide karnay say best hay hamain apna knowledge increase karna chaye.
       
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
        Market kay hujam aur tezi ki munasibat say major pairs maslan EUR/USD, GBP/USD, USD/JPY, USD/CHF ki trading behtar rehti hay kyun keh en kay spreads yani currency ki kematy khareed aur kematy farookht main farak kam hota hay hum cross pairs maslan GBP/JPY, EUR/JPY etc ki trading bhi kar sakty hay magar en kay spreads ziada hoty hay
        koi bhi trading ya business karna ho, khaas toor par jab international level par business (trading) ho to Currency choose karna sab sey ziada twajjo-talab hoti hi. lakn most appreciate able currency wo hoti hai, jis k effects har cheez par parta ho, jasey dollar hai, dollar change honye sey international level paey farq parrta hai, to sab sey bahter hai key USD key sath trading ki jaey or pairing main dekha jaey to EUR/USD best sabit ho skta hai
        • #5 Collapse

          Dost mainain to GBP/USD PR kaafi trading ki hai aur is main kaaafi experience bhi hai meray khiyal main yeah SB say best pair hai is k ilawa JPY/USD main bhi aap kar saktay ho in main kaafi behtar trading ki ja sakti hai
          • #6 Collapse

            Dear members apko chahiy k ap major currency py trade lgain jesa k jpy/ usd eur/usd jpy/usd in py lgain q k in spreads kam hoty hyn or apko profit b sahi milta hy baqi jo currency apko zyada support kry us py trade lgain
            • #7 Collapse

              humay apny experince kay hesab say trading karni chahiye agar hum forex trading main new hay to humay chahiye keh major pairs par he trading karen kyun keh en pairs ko hum asani say samh sakty hay aur en pairs main spread bhi kam hota hay aur humari trade jald profit main aa jati hay
              • #8 Collapse

                Jo currency pair Jyada Mod Ke Sath Speed ke sath moving kar raha hai aap Uske par enti Laga sakte hai us par aap investment kar sakte hain jisse aapko bahut zyada working profit generate ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Agar aap ko trading pairs k sath trade ka proper knowledge aur experience hai to aap kisi bhi pair k sath trade kar saktey ho. lekin Eur/Usd kafi common pair hai aur beginners aur inexperienced trader k liye best hai q k is k view easily available hotey hain aur is pair ki swing tez nahi hoti jo learn karney mai easy rehti hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear friends ap ko caheyh ka ap major crunccy pair per be kam karin kau k en pair ka spread kafi kam hoti ha aur say may nuqsan k chance be bohay kam hotay hain.
                    • #11 Collapse

                      humain trade main kam karna hay to is main kafi best ho kar kam karna ho ga kun kay curreny ko selecet kar kay humain kam karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakta hay is main eur usd kay pair ko use kar kay hum market main kam kar kay apan order ko place kar kay success hasil kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        dear is baat ka sahi answer daina bahut he mushkil hay q k har kisi ka apna apna mined hota hay koi kisi session k hissab say tades karta hay aur koi kis hisaab say trades karta hay is liye markeet k hisaab say har kisi ka mind aik jaisa nai hota jis ka je chaye wo us hisaab say trades kar sakta hay is baat main kisi pay koi pabandi nai hay.
                         
                        • #13 Collapse

                          currency kay bary main humain agr learning karna hay kay hum kis pair ko lay kar kam karty hain to humain achi earning hasil ho jaye is kay liye humain eur usd kay paior ko chose karna ho ga jis say market ko smjhna kafi acha ho sakta hay or humain is pair main kam karny main achi ziada loss face nai karna ho gi
                          • #14 Collapse

                            Currency pair bohat sare hain Forex trading business me jaise EUR/USD, JPY/USD, NZD/USD ,GBP/USD and jaise Gold or isi terha or bohat sare trading pairs hain or mene apko khas bataye hain in me se kisi b trading keri ja sakti hai or achi earning ho sakti hai in pairs se or baki kisi b aik pair per trading kere na k aik se ziada per or me just gold per trading kerta hun .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bahi jan forex trading my currency pair sub he ik jasy he hoty hn lkn un my sy kisi ka saprad km hota hy or kisi ka saprad zayda hiota hy.agr humy ism ko sahe tarha sy use krna ata hy to humy us my profit he ho ga.is liay is ki learning bohet he zururi hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X