Trend kya hota hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend kya hota hay ?
    Price ki kisi simat main harkat ko trend kehty hay price hamesha left say right chalti hay price 3 surato main chalti hay market price upar ko move kary to trend up hay agar market price nechy ko chal rahi hay to trend down hay aur agar prcice upar nechy hoi ja rahi hay then eska trend side ways hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar apne mt4 mai chart pr dkha ho to market swing bana k aik side pr jati hai ya to up jati hai ya phir down side pr jis taraf long time se aa rhe ho to aus ko trend kehty hai jaisy ap ne dkha ho ga k aj kal gold ka down trend chal rha hai aor gold down hi aa rha hai agar hum thora bara time frame use kary to waha se trend ka asani se pata lag sakta hai. Ais liay trend dkhny k liay h4 ya daily time frame use krna chaye.
    • #3 Collapse

      my dear sir trend line ko market ko cros krti hai to usy trend kaha jata hai k ager trend line merket ki movment ko bi kaha jat ha jisy k up jati hai usy buy trend kaha jata ha ye sab ko d1 me dekha jata hai treand line ko
      ALWAYS BE HAPPY
      • #4 Collapse

        bhai saib apka question bahut he acha hay markeet main trend he sab kuch hay jis tarha aik insaan k trend yani mizaaj ka hamain pata chal jaye to hamain us say baat karnay main zara bhi mushkil nai hoti hay same isi taha markeet main agar us k trend ka pata sahi chal jaye to hamain is main trades karnay say bari asani ho jati hay umeed hay k apko ko maira answer sahi laga hoga.
        • #5 Collapse

          Dear trading main basic cheez hi trend hai agar aap aik acha trader bannnan chahtay ho to trend ki pehchan seekho k trend hai kia up trend kia hai or down trend kia hai.agar market musalsal up ya down ja rahi hai to isko trend boltay hain. Agar up ja rahi hai to uptrend.agar down ja rahi hai to down trend.OK thanks I hope you understand
          • #6 Collapse

            forex market main trend aik bohat ahmiuyat rakhta hay agar hum trend main reh kar trading karen gay to humari trading safe hoti hay market aik side ko move karti hay to esko hum trend kehty hay trend up ya down hota hay aur es trha humay trend main he reh kar trade karnay say faida hota hay aur earning hoti hay
            • #7 Collapse

              trends ko follow kar kay kam karty hain to kam karna humary liye kafi asan ho sakta hay so humain active ho kar kam karna ho ga is mai news ko avoid nai karna ho ga jis saymarket main achi earning hasil ho sakti hay demo ka use karna ho ga or is main har indicators say help b lay kar kam analysis say kam karna ho ga
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                market main jitni movment hoti hay or market main price kis tarf move kar rahi hay jis say market main kia ups and down hoty hain humain dykhny ko milty hain yahi trend shoty hain jis say humain market ko understand karny main kafi help milti hay humain ach aprofit b hasil ho sakta hay so actice ho kar kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  market main jab price move karti hay to is main kafi ups ans down hoty hain jis say market ko smjh or is ko read karna kafi asan ho sakta hay humain full focus say kam karna ho ga ta kay market main ziada loss nai ho skay active ho kar kam karna ho ga trends ko avoid kiey bgyr hum loss b kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    market main price ki movment ho dykha jat ahay jis main trends hoty hain jo kay btaty hain kay market main kitni movment ho chuki hay is main ab kis tara kam kar sakty hain trends ko avodi kar kay kam karna humary liye kafi risk ho sakta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga
                     
                    • #11 Collapse

                      market main price ki movment ho dykha jat ahay jis main trends hoty hain jo kay btaty hain kay market main kitni movment ho chuki hay is main ab kis tara kam kar sakty hain trends ko avodi kar kay kam karna humary liye kafi risk ho sakta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga
                       
                      • #12 Collapse

                        bahi ap ki post boht achi or kafi informative hai ap ny hmain market k trend k bary main achi trah explain kiya hai tu hmain jub bhi trdaing karni hai tu hmain ud or down trend main trdaing karni chahye q k jub side way ki trrading main hum trde lgaty hain tu hmain loss ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          bhai apki post boht achi hai or kafi informative bhi hai es liye hmain chahye k hmain market k trend k bary main bhi information ho k trend kahty kis ko hain forex trdaing main jo price action hota hai soko trend kahty hain aghr prce up hai tu trend up hai aghr low proce hai tu market main trend down hai es ko trend kahaa jata hai
                          • #14 Collapse

                            Dear forex mai 2 kisam k trend hote hain aik trend buy ka hota hai aur aik trned sell ka hota hai ap ko dono he ko dekh k aur smjh k kam karna hota ha hi jaise jaise ap ko trend ka pata chalta hai ap es mai boht behtar trading b kar skter hain soo ap ko mehnat karni hai aur enjoy karna hai... aur tab he ap trading behta rbana skte ho...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              price ki qisi simat ki harkat ko trend kahty hain jub ka mrket main trend 3 qisma k hoty hain ji ko hum follow karty hain un main se aik up trend hai jub k market oper ko jati hai dosry main down tred hai jo k market nechy ko move karti hai aik tredn sidy way hoti hai or es main market oper nechy move hoti rahti hai es ko side way trend kahty hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X