Forex trading aik mehnat talab business hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aik mehnat talab business hai?
    Forex ko asan smjhny wale yeh zaror soch lein ke yeh bahat mehnat wala business hai yahan zara se susti bahat khasara kar deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap koi bhi kaam pakar ly ap ko aus mai mehnat karni pary gi ye ni hai k ap koi bhi business karty hai to ap ko aus mai time lagana parta hai aor aus k sath mehnat karni parti hai.
    • #3 Collapse

      yes my dear Forex trader aapne bilkul theek kaha hai ke Forex trading 1 mhnaate Talab business hai agar aap hardwork ke sath trading Karte Hain To Achcha profit kar sakte hain aur sabse Pehle Aap Ko demo account pay hardwork karna hoga jab tak aap ke paas experience nahi hoga toh aap Forex trading Mein Kamyab nahi ho sakte
      ALWAYS BE HAPPY
      • #4 Collapse

        Forex bazahir logon ko asan lgta ho ga lkn ye kafi mushkil bussiness hy lkn na mumkin ni is py jitni koi mehnat kry ga wesa hi usko profit mily ga or is me choti c glti boht bra khasara dy jati hy
        • #5 Collapse

          yes dear is main koi shak nai k forex mehnat talab business hay is main din raat mehnat karnay walay ko kamyabi milti hay yeh har lamha risky hay is main har wakt earning nai hoti hay kabhi bhi kisi wakt bhi markeet ka trends changs ho sakta hay is main har koi earning nai kar sakta hay har mehnat karnay wala is main success hay.
          • #6 Collapse

            Dear frend bat ye nai k sirf forex treading aik mehnat talb bussines hai agar koi b bussnies ya koi chota sa kam b agar hm start karty hai to os mai kab tak hm dil lga kar mehnat nai karty os mai kam yab nai ho sakty es tarha forex b mehnat mangta hai hm jitni mehnat kary gy otna he es sy faida hasil kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              Trading aik mehnat wala hi business hai ap mehnat karo gay to ap ko acha response milay ga. Koi b business mehnat k bagair nae chal sakta ap ko mehnat marni parti hai phir ja k ap aik trader ban sakty ho is mein bht risk hai aur profit b bht hai .
              • #8 Collapse

                Saq

                Forex ka business Ek hardworking 4 minute wala business hai Jisme Hum Agar Jyada nahi Naat Karte Hain Tum Yahan Se Zyada stand wala business develop kar sakte hain aur kaam Bhi Zyada Zyada kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  g sai keh rhy hain ap is forex trading main humy kafi zada waqt daina parta hai jis kay bad is business say paisa bana saqty hain ik trader ko is main planning say her ik cheez ko schdule say krny say ye kafi zada khud ko is main ik successful trader bana saqty hain
                  • #10 Collapse

                    aik mehnat demo trading se aap well experienced trader to nahi ban sakte hai but aap apna basic kaafi strong kar sakte hai bhai jab aap demo mein trading karte hai toh aap kaafi kuch learn kar sakte hai aur woh experience aap ko kaafi kaam aata hai real trading mein.
                    • #11 Collapse

                      forex mai hamy acha knowledge or experience hasaial kar ky mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain yai aik big or international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aik mehnat talab business hai?

                        hello deae brother ap na sahi kaha forex mehnat talab business hay is main din raat mehnat karnay walay ko kamyabi milti hay yeh har lamha risky hay is main har wakt earning nai hoti hay kabhi bhi kisi wakt loss b ho sakta to kabi profit b ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aik mehnat talab business hai?

                          Asslam o alikum jee haan bhaai jaan aap ne bilkul theek hi kahan main sirf itna kehna chahun ga agar ham forex main kaam kar rahy hain tou hamen as main ziyada say ziyada mehnaat karen kyon ke mehnaat hi sab koch hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading aik mehnat talab business hai?

                            g han forex aik mehnat talab business hy jo jitni mehnat kry ga utna hi forex main kamyab ho ga. or is main kamyab hony k liy humain experience hasil krny main time dena ho ga experience strong ho ga to hi hum earning kr pain gy. kio b busines ho jb tk hum usy time nai dain gy kbhi b us ko sai trha sy smjh nai pain gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading aik mehnat talab business hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                              Forex ko asan smjhny wale yeh zaror soch lein ke yeh bahat mehnat wala business hai yahan zara se susti bahat khasara kar deti hai
                              G bilkul tgeak kaha bhai ap ny k ye waqi e aek aesa business h jis mai bohat zyada mehnat ki zrurt hoti h or wo mehnat ap k analysis ki surat mai joti h... Or is k elawa main bat ye h k is kam mai apko musalsal mehnat krna prti h zra c b negligency apko aesa nuqsan krwa skti h jo k shaid ap k liye affordable na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X