awhat about demo account??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    awhat about demo account??
    dear brothers aj m apky sath apna experience share kr rha hun k demo account p jo log practice krty hen wo just like game use krty hen.keun k ismein unky emotions shamil nhi hoty.aur jb tk emotions shamil na hon tb tk successful trading impossible ha.m ne khud kafi arsa demo pe practice ki ha lekin demo aur real m bht farq ha.ap logon ka kia khyal ha???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne bahot achi baat ki hai, hamen demo account ko game smajh kr use ni krna chahiye balke hamen isse real account smajh kr hi use krna chahiye ta k ham apni practice se faida utha saken, agar ham demo pe practice k doran market ko achi tarah se ni smjhen ge to hamara practice krna bikul hi fazool hai, aur dusri baat ye hai k hamen demo pe kam acount balance ho rakhna chahiye.
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear brother apki bat thk ha demo account main ap experience to hasil kr sakty hain magar apny emotion k bary training ni la sakty is k lia apko real account main enter hona hr paru ga q yeh aik real life ki misal ha aur demo account maim loss mehsoos ni hota. Main yehi kahn ga keh ap demo account se training la sakty hain magar emotion ki training ni.
      Thanks.
      • #4 Collapse

        Yes of course aapne kafi achi baat ki hai.
        Kay forex trading main demo account per successful honay ka razz yehe hai kay ham jab bho trading kartay hain emotions nahi hotay is waja say zada profit hasil ho sakta hai.
        Laikin real account per trading kay doran yehe masla hota hai kay real account per greed or fear ka factor shamil hota hai jis waja say hamara bonus account wash ho jata hai or real account per bhi sahi profit nahi hota hamain.
        • #5 Collapse

          mery dost easa he hai yahi reason hai k pher jo members demo ko serious use ker k nahe aey hoty hain wo real account main trade k doraan acha khas loss kerty hain koin k un k pas knowledge our experience dono he kum hoty hian our wo forex main khuch khas earn nahe ker patay hin our pher forex ko bura bhala khe k choor jaty hain to demo ko serious ho kernay main humera he faida hai
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se aap galat baat kar rahe hain ke demo counter hame koi pata nahi hota Kyun Ke demo account Banane se Hame market ka trend Pata lagta hai aur jo log isko game Samajh Kar use karte hain woh real account Kodi Itna seriously nahi lete ho toh usko learning ke liye istemal karte hain woh is main fayda Hasil Karte Hain
            • #7 Collapse

              humean demo account main to practice kerna ho ge pher he us main hum ache earning ker pain gay because real account bhe same demo ki tarha hota hai our us main emotion bhe jo hotay hain wo sirf real main hoty hean to demo ko serious ho k karen gay to real main market ko samjh pian gay
              • #8 Collapse

                Apki bat bhi theek hehe bilkul aisa hi he magr demo ku afadiat se inkar kids suret nai kia ja sakta ,trades lagana tp aor sl adjust krna planning/analysis banana etc initially ye sb seekhnybk liy demo the best option he, agar kusi ny ye sb initial cheezen seekh li hen to phir us k liy demo just like game ho sakta he,
                • #9 Collapse

                  G thk kaha ap ny aisy e hy ye just like a game . Main chez apk emotions hn jb tk ap demo py kammkrn gy apko pta hy its not a real just a funn . Pr jb hmm real account py kam krty hn tb hmara full intrest b hota hy aur hm achy treqy sy learn b krty hn . Pr 1 bat hy k demo account py practice ka ye faida zroor hy k ye apko real account py kam krny k lye kafi hdd tk train kr daita hy .
                  • #10 Collapse

                    about demo demo mai kam karoge tho bahut kuch sikh aakte ho otherwise forex mai income karna bahut hi mushkil hai. demo se hun market ke movement ko learn kar sakte hai time lagta hai par sikhne mai aap kabhi bhi demo account per trading kar k aik acha trader nhi ban sakty ku k dear demo account per trading mein aap ki koi emotions koi fear ya koi greed nhi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: awhat about demo account??

                      demo account ko practice ky liye use kiya jata is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain yai hamy as a teacher guide karta hain or hamy is mai kam karny ka bonus be milta hain is ke forex mai bohat ahmeyat hain
                      • #12 Collapse

                        Re: awhat about demo account??

                        Achy doston actually demo account aik practice plate form hy is me hm feel free practice krty hn jb demo account k bad hm real account start krty hn to us me hmary assets hoty hn phr hm emotional ho jaty hn k kahn ghalti sy loss na kr baithen is lye apko demo account per practice b real account samajh kr tmam emotions ko baro e kar la kr hi krni chahye ta k ap real account start krty wskt apny emotions per control kr saken
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: awhat about demo account??

                          Demo account Pe Hum Log jitni Jyada practice Karte Hain Hum Logo Ko Itna Hai Jyada fayda hota hai aur hum logo ko Itni Zyada kamyabi milti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X