Friends forex main greed say kesay bacha jaey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friends forex main greed say kesay bacha jaey?
    Dear main app k sath aona experience share kernay laga hoon oir app bhe apna experience share kerna hum forex main greed ko kesay khtm ker sagty haen ye sab k leay hard hy koin k greed market main her time available hota hy mean nay money mamagement k rule ko ager follow karean to pher he hum auto pay capital kp greed sy safe ker sagty hain 200 usd account pay sirf .20 ki aik ya 0.10 ki lots ki do trade hoon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Greed sy bachny k liay money mangment bahut zaruri hai aor kbi bhe lot size ziada na lagain ziada pair py aik sath trade na kren aik pair py aik he order lagain har order mn taqrbn 15pips ka freq lazmi hona chahy aor greed sy avoide kren aor emotions control kren
    • #3 Collapse

      Yes dear hamen apne account men Money management krna bahot hi zaruri hai q k agar ham apne account men money management ni kren ge to ham greed se ni bach sakte hain, hamen chahiye k hamen apne account ki apne capital k motabiq management krni chahiye ta k ham trading men greed se bach saken aur apne account ko better tareqe se run kr saken.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear agar aap ne achay trading karna hai to aap ko chahiye ky apnay andar say greed wala factor khatam kar dain or secondly aap ko chiay.
        Kay jab tak aap logic base trade nahi karain gay tab tak or ridk management per kam nahi karain gay tab tak aap apna bonus zaia kartay rahain gay.
        Jab main ne bhi forex trading main kam kia tha shuru say mera bhi account wash hota raita tha laikin ab bad main account wash nahi hota.
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein greed ki waja se trader ko ziada loss hota hy greed se hum forex trading business mein achi planning kar k aur money management ka kahyal kar k trading karain aur kam risk se trading karain tu greed se bach saktay han greed se bachne k liye forex trading business ki learning knowledge aur experience zaroori hy
          • #6 Collapse

            dear apna aek target set kar len aor jab wo achive ho jay to us ke bad jo bhi news ho trade men inter na hon aor didipline ka khas khyal rkhen apni planning ke teht trading kren tab app lalach se bch saky hen
            • #7 Collapse

              Greed se bachna bht nushkil kam he forex mn is k lye ap ku apne ap per bht kabu rakhna hota he aur bht practic aur account managment k bare mn bh malomat honi chahye ta k ap apne ap per kabo rakh skn
              • #8 Collapse

                DEar members greed is oart of trading lkn greed k9 manage krna apka kam hai trade lgany sy oehly achi trah planning kren forex market ka jaiza len strategy ky mutabiq chlen aor market ki indicators ki finds ko.smjhen phr trade lgain
                • #9 Collapse

                  Greed forex ke sab se bari bemaari ha. Agar greed ko khatam kar diya jaay to max bary losses se bacha ja sakta ha. Aur jo loss hoty hain wo recoverable hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    greed to forex main aa hi jata hay mere khayal sy jab aik baar hm profit laylaytay hain to bs phr humain lalach hujati hay k jald sy7 jald aur kamayen aur withdraw karain paisy balkay in sb ki waja sy hum agay loos b utahatay hain agar sabar sy kam lain to hm acha kama saktay hain forex trading sy greed karnay sy hum apna account b zaya kar sakaty hain
                    • #11 Collapse

                      I think lot size zada nai lagai jaen.. mini lots best hen.. ar emotional discipline se trade lagaen.. and money management..ar account me mojod sari amount ko capital samjhen na k srf usko jisy deposite krwaya tha.. agr in tools ko use kren to greed se bacha ja skta..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Ap sb logon ki raay aik hi he k money managemen hi wo step he jo greed factor ko kill kr sakta he, men bhi ap k sath ittefaq krta hoon aor aik bat krta hoon shayd ap bhi mery ittefaq kren k money managemrnt k sath sath after every few days thora sa withdrawl ly lia jay agar jisbko khud me zeyada greedy feel hota he,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X