Her currency ka spread different kyun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her currency ka spread different kyun
    Dear brothers mein aap se poochna chahta hoon kay spread tammam currencies ka different kyun hota hai issay same kyun nahin rakha jata please comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear wo is liay kay forex main kuch aisay pairs hain jin currency exchange rates bot zada par ray hotay hain brokers ko . Is waja say brokers aap say fixed spread account per aik to cross pairs ka spread bhi zada charge kartay hain agar aap ka fixed spread account hai.
    Isi liay aap ko chiay kay bonus account per trading sirf aap major currency pairs per karain.
    • #3 Collapse

      Dear her currency ka spread iss lye different hota hai kay her currency ki apni market value hai kuch sasti hain tou kuch mehngi aur broker hamesha unn currencies ki value aur unn ki market ki movement kay hisab se unn ka spread adjust karta hai
      • #4 Collapse

        Dear members jitny bhi major pairs hain unka spread 3pip hai yeh broker apny customers ko facilities dety hain foex trading ma kch pairs py broker kam spread offer krta hai aor local pairs py spread zeyada hota hai commodities py bhi spread zeyada hota hai aisy he crypto currency py bhi spread bht zeyada hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein har currency ki apni value hoti hy aur spread bhi us value k hisaab se hota hy Jo insta forex mein major pair han un ka spread kam hota hy aur Jo cross pair han un ka spread ziada hota hy

          اب آن لائن

          Working...
          X