"Why we lose Initial Deposited Capital Easily"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    hamain utna hi capital rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum sucess ho saky gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karny main asani ho saky aur earn ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Yes dear ap ki bat thek ha hum is ma hardworking k sath kam krna cgaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma bohat kch hasil kr sakte hein
      • #48 Collapse

        forex trading main humay chahiey keh loss kay risk ko kam say kam rakhy kyun keh agar hum esko kam rakh kar trading karen gay tabhi hum esmain safe reh ksakty hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey
        • #49 Collapse

          Hum capital ko loss us waja say ker dity hain koin k humery pass itna knowledge our experience nahe hota hy our us k bawajood hum greed k sath trade kertay hain our lot sizr ko control nahe ker sagtay hain jis ki waja say loss hota hy
          • #50 Collapse

            jo ap invets krty hy who is liya loss hota hy kio k ap ny thek sy lenring nai ki hoti hy to ap ko phr loss hi hona hota hy na jab tak ap ko koi bhi kam ho us k kam krny ka nai pta hoga tab tak ap us my kam nai kr sagty hy isis trha sy hi forex bhi hy our forex trading bhot hi zead mushkil hy is ko sekh k krna chiya ehsy hi nai krna chiya
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #51 Collapse

              Forex market ak risky business hai. es business mai ap begar learning aur planning kay trade krtay hotou phr ap es market mai regular loss he ho gy. es lye es mai trade krnay ky lye learning chaheay.
              • #52 Collapse

                is main capital utna hi rakhna ho ga jitna hamain is forex main hamain experience hasil hai aur emotion ko kabo main rakhna ho ga aur market main knowldge hasil kar k hum earn karein gay aur sucess ho gi
                • #53 Collapse

                  mery khyal main ziada tar new traders kay sath aisa he hota hay agar hum pehlay demo account par practice karen gay to humay pata chal jata hay keh esmain kaisay hum apny trading balance ko safe kar sakty hay
                  • #54 Collapse

                    bhai ap ke bat thek hai mein na bhe start mein investment sa start ke laqen n money mangment plan bnya na he kuch or 3 month mein mara sara account wash hoga ab yah posting kr kah klearn bhe karta hun.
                    • #55 Collapse

                      hamain kam deposite rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hamain market main capital ko bi kam rakh k hi hum sucess hon gay aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur earning ho saky gi
                      • #56 Collapse

                        Buhot say trader apne initial investment ko es leye loss kar daite hai ku k os time onko ye realize nahe hota k forex mai earnings itna asaan nahe wo samajte hai k bas trade lagao aor earnings karo lekan jab wo trade laga kar apne investment loss kar jate hai taab onko ahsaas hojata hai k aab ache trading k leye kuch karna parega learning karne parege experience gain karne parege
                        • #57 Collapse

                          Jab aap working karte hain aapko chahiye Kai sabse Pehle Aap initial deposit Kare Ojas initial deposit se kuch na kuch earning kare aur aap Se Achha wala profit generate kar sakte hain woh isko aap Aaram ke sath withdrawal bhi kar sakte hain
                          • #58 Collapse

                            koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai karnay say ata hai so hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur capital ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is it best job
                            • #59 Collapse

                              market main trend ko use kar k hi hum achy say trade karny main bi koi mushkiill na ho saky gi aur kam deposite rakh k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: &quot;Why we lose Initial Deposited Capital Easily&quot;

                                Ham initial deposit capital easily is liye loss kertay hain kay hamen trading ka idea nahi hota hay aur us ki waja say itni bari bari trading lot laga detay hain kay account ka loss ka idea hi nahi reta hay aur trader ko yehi lagta hay kay market bs kuch hi der main us ka loss clear ker day gi aur shyd is jaga say wapas a jaye ga. isi kashmakash main trader ka pora account loss ho jata hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X