Market kay 3 Session ki open and closing timing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market kay 3 Session ki open and closing timing
    Forex market main teno session ki opening aur closing timing hum nechy diye gye chart say daikh sakty hay
    es chart main April say October tak ki timing hay
    Click image for larger version

Name:	Timing.jpg
Views:	1
Size:	44.3 کلوبائٹ
ID:	12461806
    November say March tak ki timing es chart main hay
    Click image for larger version

Name:	Timing2.jpg
Views:	1
Size:	43.8 کلوبائٹ
ID:	12461807
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ny boht achi post ki hain or kafi informative hain es liye hmain ab chahye k en ko follow kar k sesson k open or close hony ki traf dehan rakhty howe trdaingh karen or es bat ka khyal rakhen k jub markekt hmari againt ja skti hai tu hmain trdaing nahi karni chahye
    • #3 Collapse

      forex market main har session kay alag alag time hoty hay aur agar hum overlaping time main trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main achy say focus karna chahiye kyun keh focus kar kay he earning karnay ain he faida hota hay ye aik bohat acha business hay
      • #4 Collapse

        market kay sesson ko dykhty hoye humain kam karna hota hay agr humain success hasil karni hay to har aik session kay rules ko read karna ho ga jis say market ko smjhna asan ho sakta hay or humain demo ka use karna ho ga jis ki help say market ko understand karna kafi best ho sakta hay low risk say kam nai sai hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          forex trading main sesson ko dekhty howe kam karna hota hai jub k sub se pahly tokiyo sesson srtart hota hai os k according jo timing hai osko aghr follow karna hai tu osy follow karna chahye forex trdaing main best trdaing ka time sham ko hota hai aghr hum es waqt main market main nalsye karty hain tu hmain trading k liye acha trend mil jata hai
          • #6 Collapse

            market kay opne hony kay hisab say hi hmain kam karna hota hay humain agr success hasil karni hay to practice say kam karna ho ga humain demo ko use karna ho ga magr humain leraning ki base say ana ho ga is main session jab open hota hay to is main trade karty hain humain practice ko base say ana ho oga
            • #7 Collapse

              Dear ap ki post achi hai lekin apne is ke mutaliq koi sawal nai chora. Dear Asia mein aur khas kar jo hmra pakistan region hai is mein ziada tar log London time ko use karte hain aur ya unke liye best time hota hai koi ke wo is mein easy hote hain work ke liye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                Forex market main teno session ki opening aur closing timing hum nechy diye gye chart say daikh sakty hay
                es chart main April say October tak ki timing hay
                [ATTACH]3684[/ATTACH]
                November say March tak ki timing es chart main hay
                [ATTACH]3685[/ATTACH]
                Dear ap ne sahi post ki hai es mai ap ne boht acha guide kiya hai k forex mai kon se time pe kon sa session open hjota hai aur ap kis time kon sa kaam kar skte ho es liye ap ko cahiye k ap acha kam karo aur apniii life ko b set karo soo ap apnii life ko acha kam karo soo ap mehnat akro aur faida b hasil karo...
                • #9 Collapse

                  forex market main 3 kisam kay session hoty hay har session main market ki movement differnet hoti hay aur humay chahiye keh esmain khoob mehant karen aur ye baat bhi mind main rakhy keh esmain news wagera ho gi to es waja say hum market main earn karnay ki bijaye loss kar sakty hay enko lazmi follow karna chahiey
                  • #10 Collapse

                    market main kafi session open hoty hain jis say market main kam karna kafi acha hota hay humain agr success hasil karni hay to trade karna humary liye kafi profitable ho sakta hay hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko understand karna humaryliye asan ho sakay or profit ho sakay
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main maret k jo sesson hoty hain en ko nalyse kar k trdaing karni chhaye aghr tu kmayb trdaing karni hai tu hmain en sesso main tab entry leni chahye jub market ki moving main achai ho or hmari trdaing main bhi acha profit hmain mil saky es liye sessons ki opening or closing ko madhe nazar rakhty howe trdaing karna bhtra hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bhai is mein di gai timing ki bahut ziada ehmiat hay kiun k jub japan ki market close ho rahi hoti hy to london ki open ho rahi hoti hy or taqreeban eik ghanta donon ki eik time trading ho rahi hoti jo k bahut fast hoti hy jis mein bahut ziada soch samajh kr trade karna parrta hy or kiun k bahut ziada tabdeeli ho rahi hoti hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X