Currency ka name kis trha banaya gya hay uski detail

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency ka name kis trha banaya gya hay uski detail
    Har currency 3 haroof par mushtamil hay left side kay 2 haroof mulak kay name ko zahir karty hay aur right wala haroof currency ko zahir karta hay maslan keh hum daikhty hay NZD esmain start waly NZ country ko zahir karty hay maltab New-Zealand aur D dolor ko zahir karta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai yeh info ap ny share ki shukria is sy humen trading ma choti choti baton ko bhi ghor sy dekhna chyr indicators aor chart pattern ko forex trading ma discuss kia kren ta ky hum sub new comers ko trading ka faida ho na ky general info ka.
    • #3 Collapse

      zabardast dear apne bht he achi info di hai mujhe waqai me es k baray me pehle ni janta tha or apki es thread ko parhne k bad mujhe pata chala hai aj k currency pairs ko kis tarha banaya gaya hai very good weldone dear.
      • #4 Collapse

        fx main friends different currency k pairs bnaey gaey hain jin main ap select ker k kisi bhe pair main trade ker sagty hain pair bnanay ki reason forex main different session ka hona hai us main ager diekha jeay to phelay austrillia ka session hain pher Tokoyo ata hai pher London our pher last pay US session hai to app ta k kisi bhe session main trade ker sagain us leay ye pairs like eurusd audusd nzdusd gbpnzd usdjpy bnaeay gaey hain
        • #5 Collapse

          ap logoun nay theek kaha hai forex main currency k naam isi wja say bneay geay hain k us main different countries ki market hain jo k mil k forex banti hain to traders ko her session main currency pairs main ache move milay isi leay cross our major pairs bnaey gaey hain
          • #6 Collapse

            Curruncy ke name Country ke name pe banaye ge he bhai matlab ke USD to iska Howa United State issy tarah he sari curruncy paire banaye gaye he short forum me bani howi he take logo ko trade karte howe pata chal saghy ke filah mulk ki curruncy he umeed he bhai Ap samajh gaye hoge Mehrbaani Jazak Allah Khair.
            میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
            انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
            وہ خود ہار نہ مان لے
            Posts Ache Lage to please Click Thanks
            • #7 Collapse

              g bhai aysa he hai or hmain pair se he pta chal jta hai k yah kis mokl ki currncy ko show kar rha hai or hmain oski currency ka bhi pair se he pta chl jata hai k es molk main konsi currency hai bhai apki post boht achi hai or kafi informtaive bhi hain thnks
              • #8 Collapse

                har country ka currency ka name us country kay name say banda hay aur end par usmain currency add hoti hay aap nay jo btya hay wo same aisay he hay aur humay aisay he forex trading kay bary main knowledge ko enhance karna chahiye tab he hum forex trading main achi earning kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay
                • #9 Collapse

                  market main kam karty hain to is main hard work kar kay kam karna ho ga jis ki help say humain achi earning hasil ho sakti hay is main currency ka use krna hota hay jis ki help say market main kam karna humaryliye asan ho sakta hay is main eur usd ka pair use karna ho ga jis say market main kafi help mil sakti hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    g bhai ap ny boht achi post ki hai or hmari liye kafi informativre bhi hai jub k bot se trdaor pair ki reading ko nahi janty hoty hainab apki post se show ho raha hai k pair ki reading ko kis trah karna hai pahly jo do word hain wo county ko show karty hain jub k third word os county ki currncy ko show kar rha hai
                    • #11 Collapse

                      currency ka use karna hay to is kay liye humain currecny kay etails kay bary main maloom karna ho ga jis say market ko smjhna humary liye asan ho sakta hay humain low risk main achy say kam karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay magr eur usd main trade karna b kafi best ho ga
                      • #12 Collapse

                        bilkul dear achi thread hai aur is se baasni smja ja sakta hai aur asa he hota hai ke first 2 words country ko zahar karte hain ke ya kis country se related hai and 3rd word currency ko zahar karta hai ke ya is tarah ya waziya ho jata hai ke ya is country ki currency hai
                        • #13 Collapse

                          Dear yahn pe har currency koi kisi dosri currncy k sath pair banaya gya hai jaie maia ap jo bataon USD main US Dollar hai es k sath Eur ko Euro hai GBP Great Britain Pound hai ayse he baqi pairs b hain on ko on ki country k hisaab se naam diya jata hai es liey ap ko tension nhn leni hai es liye ap enjoy karo...
                          • #14 Collapse

                            har curruncy ko likhny ka trika hota hay yani kay currency ko likhny kayliye aik rules ko follow karty hain jis main ye hota hay kay is kay 3 haroof hoty hain jin par currency ka name hota hay yani kay is main phly 2 hroof mulak kay name ko show karty hain or is main akhr wala haroof us mulak ki currency ko zahir karta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market maincurrecncy main kam kia jata hay is main agr kam karna hay achy say pair ko select kar kay kam karna ho ga boht say mulak is main kam kar rhay hain or market main ziada profit hasil kar kay success hahsil kar rhay hain is main currency kay bary main us kay name say maloom ho jata hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X