forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ma master mind hona zarori hai kya?
    Dear members kya forex trading ma master mind hona zarori hai market ko amm admi bhi smjh skta hai is ma humen to aksar loss ho jata hai ap apna experience share kren ky is ma kitna skillful hona zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear app ka question acha forex main humean expert hona zarori nahe hai but experience ap k pass hona zarori hai jo k time k sath he demo practice our trade real main kernay say ata hai ap forex ko jitna time dain gay to return main ap ko utna profit milay ga
    • #3 Collapse

      Dear friend forex mein mostar hona lazmi nai hai lekan malomat hona intahei zarori hai ta admi ko mushkal na ho aur admi apna kam chalata rahe is tarh admi kamyab hai
      • #4 Collapse

        bhai agr apko eglish prha ati hai ap ka mid cheze pick kr leta hai to apforex tradig ma acha kama skty ho forex tradig aik bht he acha busiess hai market ky tred ko jo chor deta hai market usko dokha dy deti hai forex tradig ma hume experience chye jo ky waqat ky sath hasil hota hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Forex trading Main Apne decision lene ke liye aapko mind ka use karna padta hai aur apne Yahan Par planning ke saath kaam karna hai aur Hamesha Ek achi planning ke sath Forex trading main Apna Kaam start Kare toh aap ko bahut jyada profit mil sakta hai aur aap bahut jyada kaamyab aur successful trader easily Ban sakte hain Hamesha planning ke sath Forex trading Main Apne kaam ko perform kare
          • #6 Collapse

            master mind demo trading sy good experience milta hai is man hum market ko samjty hin or is man take profit or stop loss use krna sekhty hin is k bad hum ko is market ka asha experience milta hai demo bht he best hai new user ke liye ya phr jo trading ke baer main nh jante hain who demo se bht acha experienc hasil kr sakte hai or apni life ko set kr sakte hain demo leanring ke liye bht he best hai
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

              g han forex mai kam karty ky liye master mind hona be zarore hain pher he hum sahe sy kam kar saky gy or acha munafa hasial kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain or is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                Yes bilkol is kam my ham ko master mind hona bhot zeada zarori hota hy agr ham master mind jai bnty hybto ham kamyab jai ho sgty hy agr ham aster mind nai hy to koi bat nai hy pr hamy bna choya hamy rokna ni chiya hamy agy barhty rehna chiya ham kamyab ho jaye gg agr hma mhnat kry gy to ham bhot zeada kamyab ho gy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                  forex mai hamy master mind ho ky he kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain agar hum forex mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                    market main kam karny kay liye humain active ho kar achy say kam karna hoga kun kay jab b hum trade karty hain to is main mind ka use say hi achi earning haisl karty hain is main log low risk main b trade karty hain or high risk say b trade karty hain magr is main successfuul wohi hoty hain jo trade ko achy say understand karty hain or kam karty hain oe knowledge ka use karty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                      Salam dear ap ny sahe kaha master mind hona zarori to ha lakin is k sath sath knowledge hona b zarori ha or mery khayal ma knowlege or master mind mill k bhot profit dy skty hain or kamyabi hasil ho skti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                        Han g zaida profit k liye master mind ka hona bohot zaida important hai forex trading men master mind hi success hote hai agr Ap master mind ni hai to Ap kam profit or zaida loss krte hai is liye behtar Yehi hai k app ka forex trading men master mind hona bohot zarori hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                          forex mai kam karna hain to hamy master mind hona chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                            forex main hamy achi soch ky sath kam karna chahey ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain hamy market ky rulesko follow kar ky is ky up or down ko dekh kar expert ho kar is mian investment karni chahey pher hi ham is main loss sy bach kar acha profit hasil kar sakty hain yai aik internatoinal business hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading ma master mind hona zarori hai kya?

                              forex trading main koi bhe insan master mind nahe hota hai ,sab mehnat kar k apni trading skill ko improve kartay hain,forex trading main mumkin nahe k koi b insan aisa ho jo har trade py profit kamata ho es liye hamein trading skill ko improve karnay k liye bohat se search and hard wok karni chahye so that ham ek achay trader ban sakein,master mind ka lafz forex market main fit nahe ho sakta only skilled traders exist in forex market
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X