limits me reh kr he trading kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    limits me reh kr he trading kren
    limits me reh kr he trading kren
    mera ye kehne se ye murad hai k dosto dekhen apko chahe k ap trades ko place krne se pehle subse pehle apnay captial ko nazar me rakhen us k bad apka agar capital kam hai to ap choti lots istemal karen phir ap zada trades place na karen zada se zada ap apnay acount me 3 trades lagaye pehle unka faisla hone dain us k bad ap next acha sa analyse karen or phir next trades ki taraf aye ap warna ap agar zada se zada trades lagate hain to us se apka account wash ho skta hai.
    ap ka kia khayal hai es k baray me sub dosto reply kar k apni apni raye dain bht shukreya apka

    agar apko ye post maloomati lage hai to please thanks karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear apki bat thk ha aur informative bhi ha dhaiken yeh bat wohi ha keh chadar daikh k paon phailao. Koi bhi trade krni ho pehly apny account ki limit ko daikhen keh account ki limit km ho aur apne trades bhi ziada lagai hn aur lot bhi ziada ho gi to yeh ghalt ho ga ap ko planning k sath cjalna chahye agar apka account bara ha phr bhi risk na lain aur km trades lagaen aur km lot use kren q k yeh apki mehnat hoti ha aur yeh mehnat agar zaya ho jaye to blame hm phr forun pa lagaty hain is lia khud he koshish ki jay keh aisi mistake he na ki jaye. Thanks dear members.
    • #3 Collapse

      off course dear main ap ki baat say agree kerta hoon mean capital ko maday nazar rakhty hoey trade karen our over trading say bachain koin k over trading ap k account ko big loss diti hai app ko thora profit milta hai to us ko bhe accept karean our us say app ka confidence increase ho ga
      • #4 Collapse

        Dear friends mere khiyal mein limits me rahe kar tradir ko trading karni chahy ta k ap ko bat mein masla na aye aur ap ko cipital ko mad e nazir rakhna chahy sub se pehle ap ko kam se kam capital lagne chahy aur ta k ap kamyab ho jain
        • #5 Collapse

          Agar ap waqai chahte hen k successfull trader banen ya achi trading kren to uska lie bahot ehm he k ap trading k bare main jahan se bhi apko knowledge milta he use collect kren or analysis krna sikhen agar ap thora se bhi analysis kr k trade krenge to bahot kam chance hnge k apko loss ho or tuke marne wali trading ki aadat chor den to ziada behter he.
          • #6 Collapse

            Sahe keh rahay ho hmain chaheay k limits main reh kr trading krain. Aksar hmara capital itna ziyada nai hota aur hum bri lot lga k account wash karwa baithtay hain. Agr trading capital k hisab say ki jaye to account bhi safe rehta ha aur trading ka experience bhi gain hota ha so bahut achi bat ki ha dear ap nay limit main reh kr trading wali me agreed hun.
            • #7 Collapse

              Treading mai wohe log kamyab hoty hai jo limit mai reh kar treading karty hai jo tamam ruls ko follow karty hai or har aik stratagy ko dekh kar tread open karty hai or apne bouns k hisab sy tread lgaty hai es liye jo b un rulls ko follow karty hai wohi aik kamyab tteader ban sakty hai.
              • #8 Collapse

                Limits main reh ker trade kerna mean money management ky apka balance kitna hai aur jahan per ap trade open kerny ja rehy hain wahan per maximum support aur resistance kia hai ky agar market against move ker bhi jati hai maximum tou account wash na ho saky
                • #9 Collapse

                  Dear brother q Kay insan basically lalchi hay is lay wo jald as jald earning Kay chakar main badi badi lot lagatien Hain jis ki wajah say wo apna account washed Kar deta hay is lay hum ko be chaiey Kay jab be tarding karien apnay balance Kay hisab say lot ko open karien taan Kay app ka account washed na ho sakay
                  • #10 Collapse

                    Dear trade hamesha limit me hi reh kr ki jati hati hy kun lakin agr planning kr k trading ki jaey to mare khayal se wo behter hy kun k plaaning se hamen bht faida hota hy or agr hum planning krty huey technical or fundamental analysis ko or news ko follow kr k trade kren to phr hamen loss nge hoga
                    • #11 Collapse

                      ji haan aap ne Hamesha Forex trading Main Apni limit Mein Reh Kar kaam kar raha hai aur Hamesha Apne balance core mind Mein Rakhna hai aur Usi ke bata bhi kabhi Lekar Forex trading Main Apne orders open karne hai Is Tarah Se aap bahut accha kaam kar sakte hain Jab aap apne risk management hain aur lo risk ke saath kaam karte hai toh Yeh aapke liye bahut accha hota hai aur tension free hokar easily kaam kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        G bilkul hamen apni bonus k mutabiq trade lagani chahiey aur thora thora profit hasil kerna chahiey ziada k lalach me ni jana chahiey. Lot beshak kam lagaen lekin achi lagaen.
                        • #13 Collapse

                          aslam o alikoum dear brother aap teak kaha hai kay agr aap kay pass 100$ hai to aap ke jo trade hai wo investment kay mutabiq small honi chahaiy agr aap es limats say hat kr zeada trade lagein gay too aap ka account wash ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Gee bhai trading mein kisi trade ko laganay se pahele account management karna bahut zaroori hai kyun kay agar humara balance kam ho ga aur hum bari trade laga dain gay tou iss se humara loss barh sakta hai balkay account bhi wash ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Look and see your limits
                              Money management and risk management kr k Agr ap apna trade lgatay hn t phir Agr trade ap ke expectations k opposite b chala jaye and ap ny stop loss b nae lgaya ho t ap ka account wash nae ho ga balkay safe rahy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X