Don't give up in one mistake?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't give up in one mistake?
    Forex trading mn kbi bhe aik ghlati sy ya aik ghlat trade lagny ki vjha sy market ko ni chorrna chahy balky apni ghlti ko tasleem kr k us ghlti ko dobra na krny k liay apny knowledge aor experience ko mazeed bahtar banana chahy aor achi trading krny ki koshish kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear you are right, hamen apni mistakes ko lessons k tor pe lena chahiye aur koshish krni chahiye k ham se next time phir wohi mistake na ho, agar ham apni mistakes ko lessons k tor pe len ge to next time jab ham trading kren ge to wohi mistakes hamare liye profit ka bais banne gi isliye hamen koshish krni chahiye k ham forex ko apni mistakes se hi learn kren.
    • #3 Collapse

      g ap bilkl teek kh rhy hain apni ghalti ko teek krna chiy na k kam chorna chiy. insan gahltion sy hi seekhta hy.
      • #4 Collapse

        Forex trading kafi risky business hai aap yahan pey jitna acha bhi trade kar lo loss ho jata hai aur hum yahan pey apni mistakes sey hi learn kartey hain aur is sey hamara experience develop hota hai jo profit earning mai helpful hota hai agar mistake ho jaye to don't give up next time mistake overcome kar k trade karein.
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum
          Dear members hmari aik soch ha keh jahan se aik dafa loss ho jay hm wahan se bhagny ki krty hain aur apni ghalti repeat krty rehty hain aur next se next kam ko talash maim rehty hain aur apni ghalti ko tasleem kr k Sabaq ni laity hamen apni ghalti se seekh kr next trades krni chahyen aur peechy jo ghaltian ki hain unko as a experience apni life main yaad rakhen. Aik main bat krta jaon keh banday k paisy jahan pa giren wahin se dhoondy na k kiai aur jaga se ja kr talash kry.
          Thanks dear members and forex.
          • #6 Collapse

            han g sahi kaha hai ap ny agar ap sy mistake ho jati hai to ap us sy seekhy or koshish kary ked dobara wo mistake na ho ap sy is trha ap trading ko achy treeqy sy kar saky gy bs himaat na hary.
            • #7 Collapse

              Trading ku ak ghalti pe ni chorena chahye q k ghaltian to insan se hoti rehti hn is lye pehle ap demo pe kam krn ta k agar ap se ghalti ho to ap ku nuqsan na ho aur ap easily us ghalti ku sudhar ln q k agar ap ki investment mn agar ap se ghalti ho gi to wo ap ku nuqsan pahunchai gi aur ap ka dil khata ho jai ga
              • #8 Collapse

                han je bilkul me ap ki baat k sath agree krta hu dost hume chahe k hum apni ghaltiyoun se sekhain q k jab tak hum ghalti kr k sekhngay ni to hum forex trading me kameyab ni ho sakngay es lia hume chahe k hum jo ghalti kare usme apnay apko hum sahe se samjhay or phir us ghalti ko door karen hum apnay ander se dosto.
                • #9 Collapse

                  g haan forex main jo bhe apni mistakes say siekhta hai wo kisi bhe our teacher say nahe siekh sagta hai to apni choti say choti mistake ko bhe note karen our pher market main enter hoon gay to pher us main ap ki daily basis pay ache learning ho ge or pher he app acha profit earn ker pain gay
                  • #10 Collapse

                    G bilkul ek choti c mistake apka accou t wash krwa skti hy. Is liye mn sb ko bta dena chahta hun k forex market me mistakes ki koi gunjaesh ni hoti
                    • #11 Collapse

                      Jab ham koi bari mistake ker dety hain aur loss zyada ho jata hai tou phir hamari koshish yeah ho jati hai ky account wash kerain haanky aesi koshish bhi ki ja sakti hai ky loss recover kia jaey aur apna bonus continue trading ki jaey tou koshish recover kerny ki honi chahiay
                      • #12 Collapse

                        Dear brother insan khaltieon ka putla hay is lay agar aap ki forex main koi kalti ho jati hay tu ko dilbardashta nahin hona chaiey q Kay ho sakta next trade main app ko profit hasil ho jay is lay aap is main Kam kartay rehnay chaiey taan Kay aap ko be profit hasil ho sakay
                        • #13 Collapse

                          Apne bilkul sahi kaha hy or me apki bat k sath bilkul agree keta hun kun k agr hum ne koi mistake hi hy to us ko manna chaey or agr us mistake se hamen nuqsan hua hy to pjr hamen us ghalti se sabaq lena chawy ta k hum wo ghalti dobara na kren or hamen dobara nuqsan bhe na ho
                          • #14 Collapse

                            Ji haan Jab aapko Forex trading mein mistakes Hoti Hai uski wajah se last Hota Hai Toh Apne Himmat nahi Harini Himmat Karke kaam karna hai Insaan apni mistakes Karke Forex trading Main Apne bahut acchi learning kar sakta hai aur aap ko demo account par kaam karna chahiye demo par Forex trading ke baare mein information skill kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Kuch log forex ko bahut easy samajhtay hain aur woh iss kay knowledge lye beghair trading start kar letay hain aur tukay per trade lagatay hain jo kay loss mein chali jati hai aur aise hi loss kay baad woh trade karna chor detay hain aisa nahin karna chahyea balkay forex ko pahele seekhain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X