Agr mind main information nahi to fazool thread mat lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr mind main information nahi to fazool thread mat lagain
    Dear agar aap kay mind main use full knowledge and experience nahi a raha to just bonus earn karnay kay liay aap log thread na lagain.
    Aap sirf posts karain.
    Agar kabhi aap use full information share karain gay forex trading or insta forex bonus account kay baray main to aap ko zaroor kafi zada thanks milain gay.
    Or aap kay work ki or post ki quality per aap ko thora kaam
    Karnay ka bhi zada bonus milay ga.
    So dont try to spam the forum
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap baja farma rhe ho agar hamare mind men koi information ni hai hamen forex ka knowledge ni hai to hamen fazool qisam k theards ko post ni krna chahiye q k inka koi faida ni hai, aik to ye delete kr diye jaen ge dusri baat ye hai k in se kissi ko koi better knowledge ni mille ga.
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear friends.
      Dear apki bat thk ha q yeh forum aisa ha jahan pa knowledge tranafer kia jata ha to is forum ko kharab ni krna chahyr agar information usefull ha to share krni chahye other wise sunen knowledge. thanks dear members.
      • #4 Collapse

        thek thek belkul sahe kaha apne bhai agar mind me koi acha topic nahi to hame fazoul thread se bachna chahiye mene bhi bohot se asi Thread dekhe he jinka na koi sawal he or na he jawa he Thread ka matlab Topic mozu neche iske answar ate he leken fazol Thread wale upar se sawal lekhte he necha uska khud he jawab lekh dete he aaise bando ki Thread pe banda ab kya comment kare.
        میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
        انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
        وہ خود ہار نہ مان لے
        Posts Ache Lage to please Click Thanks
        • #5 Collapse

          bilkul ap ne thek kaha agar zehn men tip nai aa rhi to aise fazool thread kar ke logo ka time bhi zaia na karen aor na hi apna time zaia karen jab bhi koi thtread creat karen to usefull ho aor knowlage wala ho tahke parhne waly ko asani se samj bhi a jaye or us ka kuch na kuch faida ho jaye islie khyal rkhen q k agar ap nme fazool thread creat kia to wo delet kar dia jaye is se aor nuqsan hoga bonus rating kam hoge
          • #6 Collapse

            Exactly brother apne bahot pyari bat ke daikhne main ziada ter yehi aia he k bahot ziada fazool thread samne aa rahe hen junior member agar aese krta he to aik bat samjh main aati he k us k pas knowledge kam he lakin agar aik senior members aese fazool thread create kren to herat ki bat he seniors members ko chahie k quality threads create kren take junior members ko learn krne ka moqa mile.
            • #7 Collapse

              G jnb thk kaha ap ny knowledge k bghair post krny ka faida e ni phr bnda aisy e ghair zrori baten kr k apny apko down grade krta hy . Is lye pehly tolo phr bolo wala kam krn . Q k maqsad sirf bonus laina ni hy blk sath me apna mqam b khrab ni krna . Agr thread ni post kr skty itna knowledge ni to bs jo post hn un py reply krn apny comments .
              • #8 Collapse

                Her koi aj kal sirf threads creat kerny ki koshish main hota hai but agar reply check kerqin tou kei aesy threads hoty hain jinbmain aik reply bhi nehi hota so koshish kerwin ky apky threads informative hon otherwise sirf created threads ko reply kia kerain
                • #9 Collapse

                  Yes dear apne bilkul sahi kaha hy agr ap koi thread creat krty ho to agr wo thread kisi ko knowledge nhe dy raha to phr us thread ka koi faida nhe hy balke wo thread fazool hy lakin agr aisa thread creat kia jaey me infornation bhe ho or knowledge bhe to us thread ka faida hoga apko bhe or dosry logon ko bhe
                  • #10 Collapse

                    Aap Ki Baat bilkul durust hai aapko Yahan Par logo ke sath achi information share Karni hoti hai agar aap ke man mein koi acchi information nahi hai toh Aap Yahan Par Apna time aur dusro ka time waste Na Kare isliye koshish Karenge information Bahe Jaise logon ko fayda bhi ho UN log aapki post par thanks kare
                    • #11 Collapse

                      Gee haan bhai aap ne bahut zabardast baat ki hai aur agar hum beghair knowledge kay aur experience kay koi post karain gay aur woh forex kay related bhi uss ka topic na ho tou forum se moderator uss ko delete kar dae ga jis se aap ka time zaya ho ga
                      • #12 Collapse

                        Dear, Hamain is form pr hamasha 1 Full confarmation Knowledge ko share krna chaeye. Warna Ap Fazol ki Thread laga kr na sirf apna balkh dosro ka bh Time Zaya kr rahain hain.
                        • #13 Collapse

                          yar main ne forum pr kafi post read ki hain aksar to bay matlbi hain jin thread ka matlb he nhi hai wo forex main ki hoi hain jis sy hum ko na to koi faida hota hai or na he information achi mila ti hai so ap ne thek kaha humain useful thread bane chahy jis sy new any waly logo ko faida ho na fazul sir earning k garaz sy.
                          • #14 Collapse

                            Ya bat bahi ap ki bikul teahk hai mai agree krta hon kiun ka jab ap fazool thread creat karain gain tu wo delet ho jYa gain or is ka sath baki logon ki post jo os thread pr hoi hai wo bi delet ho jaya gain or sub ko nuksan ho ga time loss ho ga is lia asi thread mat ganarat karain jis ki waja s dosron ka time wast ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear I agree with you mai na kasar asi thread deahki hain jo kisi kam ki nahi hoti to wo delet bi ho jati hain to thread krna wala ko Chaya ka informatics thread kara ta ka fida ho na ka nuksan ho sab ko time ka wast hoti hia fazool threads informatics thread shair karian ta ka sab ko fida o or sab ko post karian wo delet na hon thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X