Movement of dollar index....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Movement of dollar index....
    Hamen market ko analyse krne men dollar index se kafi help mill jati hai, agar ham dollar index men dollar ki price ko judge krlen to hamen dollars k jitne bhi pair hain unki movement ko analyse krna aasan ho jata hai, aur khaas tor pe gold ki analysis k liye dollar index ko lazmi dekhna chahiye...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul bahot se traders dollar index ko follow krte hain aur issi k motabiq dollar k pairs pe apni trades ko open krte hain, hamen bhi dollar index ko lazmi dekhna Chahiye q k iss se hamen dollar ki valu ka achi tarah se pta chal sakta hai k dollar up ja rha hai ya down ja rha hai, zahiri si baat hai agar doolar index men up ya down jata hai to iska asar baqi pairs pe aur khaas kr gold pe aasar anadaaz ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      g han doller index ko basic bana k baqi major pairs ki movement ko dekha ja sakta hae aur isky ilawa b Gold k sath b correlation hae USD index ka q k agr usd index men up jaey ga to gold nichy aey ga.
      • #4 Collapse

        Agar dollar index ki prices down ho rahi hain to gold ko bhi up jana chiay laiki bn agar gold ki prices bhi down ka rahi hain.
        To its means fake moment hai.
        App is time gold ko buy na karain kiun kay market main stop loss bhi hit ho sakta hai aap ka.
        • #5 Collapse

          Dear forex trading main dollar indexkey movement K opposite gold move karta hai isliye Hame chahiye kaam JB Apne bonus account trading kare Forex trading money management or risk management ke mutabiq kare aur Hame chahiye K K gold ko analysis US dollar index ke mutabik kare
          • #6 Collapse

            Dear frend ap ki bat bilkul theek hai doolar ki price jana bhotzaruri hai k wp kis tarf ja raha hai khas kar gold mai dollar ki treading bhot vallu rakhti hai es liye dollar ki information bhot zaruri hoti hai.
            • #7 Collapse

              Very informative thread. Apka tajzya bilkul drust hai Q k dollar sab se mazboot currency hai islye iska impact har chez per parta hai. Agar apko dollar ki samajh aa jaye to ap forex market men kamyab ho sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhai very good ap ny aik acha thread add kia hy humry knowledge k lia jahan tak mra khyal hy trading and market jo sara up and down ho rhi hoti hy wo dollar ki he waja sy hoti hy

                اب آن لائن

                Working...
                X