"if you greed,u can loss all profit"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Assaalm u alikum friend jee haan ager hum kuch profit hone per trade close na keren or greed me aa ker or or profit k intezar keren to hum apna hone wala proft bhi loss ker dety hain, iss liye ziada profit ki lalach nhi kerni chahiye balke thore thore profit se aagy barhna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
      • #108 Collapse

        Llch buri bala hai islye humain iss work main lalach nahi karni chahye kyun kay ager lalach ki jaye to phir hum galat way main trading kar baithtay hain profit ki lalch main islye humain chahye kay forex trading main lalach se parhaiz karain tah kay faida ho.
        • #109 Collapse

          Bilkul sahe farmaya aap ny lalch buri bala hai agr lalch forex mai kary gy to is ka bhot nuksan hoga ap zeyda faida to nhe kma skty apni earning hee kam hogi
          • #110 Collapse

            yes dear i agree to you.Greedy or patience less ho kr trading krnay say trader ko trading mai loss honay k chances zyada hota hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai lakin agr bina greedy or complete patience k sath trading ki jaye to profitable or successful trading krnay mai trader kamyab ho skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #111 Collapse

              Dear hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi karna chahe hmen chahe k hm is business me sbr se kam kreen
              • #112 Collapse

                forex tredubg hiznees min hum kp gareed ka istimal karne se hum ko.profit nahin hoti hy is lie mere kyal se hum lp.gateed ka ltal rakhna cahye talh hum ko.loos na ho
                • #113 Collapse

                  g han forex trading mien main cheez ye hai ke is mien ap apni greed ko avoid karen aur is mein ap kabhi bhi greedy hokar trading nahi karen warna apko is mien big loss hoakta hai.
                  • #114 Collapse

                    Ap ki. AAT bikul durast hai. Esxmarket mai ap ko mehnat say kam krna hai aur discipline ky sath tou ap es market mai hamesha kamyabi hasil ho gy.
                    • #115 Collapse

                      lalach aik bimari hai ju forex man apny traders ku ghaib ker daiti hai ic say dour rahain ic say ap k account ka balance or equity donu hi risk man hotay hain jub greed ki zud man account aata hai wu sub zaya hu jata hai.
                      • #116 Collapse

                        g han jab jab hamary mind me greed ajata hay ham apna profit b loss kar dety hey or apni invest ki howi money se b hath doh betety hey greed kabi b nahi karna chaye
                        • #117 Collapse

                          Jab hum baghair kisi target key kam karain gey to greed paida ho jaye gi. Is ki waja yeh hy keh is business main profit ki koi limit nahi hy aur hum yeh decide nahi kar saktey keh kitna profit earn krna hy aur isi thinking main hum loss kr bethtey hain. Hamain greed sey bachna hy to aik target bana kar kam krna chaheye.
                          • #118 Collapse

                            firex market mai jo bhe greedy ho gay tou wo es market mai loss he ho gy. Wo es market mai profit nahi hasil kr sakta. Es lye es msrket mai greedy saykam na kray.
                            • #119 Collapse

                              yes aap ki baat bilkul sahi hai greed jitni ziada ho gi loss ka chance utna hi ziada ho ga is liye greed se bache aor knowledge ki greed kare experience ki greed kare to ye ziada behter ho ga aor profitable bhi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Forex trading main greed allow nahi hy aur agar aap ziada profit key lalach main big lots lagayen gey to nuqsan utha lain gey. Yeh aik risky market hy aur aap ki chhoti si mistake bhi aap ko big loss dey sakti hy. Jo log greed ko nahi chhortey, unhain forex kafi loss deti hy aur woh forex ko jald chhor detay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X