Forex trading main one day main kitni trade karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main one day main kitni trade karain
    Agar aap intra day trading kartay hain hain means aap kay lain kay aap trade open karain or aik he din main close kar dain is ko intra day trading kaitay hain.
    Is liay one day main aap jitni bhi trading karain aap sab ki sab trades aik he din main close kar dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main sirf intraday trading karna he sahe raita hai.
    Or aap ko pata hona chiay kay agar sl or tp hit na ho one day main to hamain chiay kay as an intraday traders hamain trade close kar daina chiay manually.
    • #3 Collapse

      Intra day trading bhot hi zabardasat Hy lekin is men hamen khyal rkhna chaie hamen apne daily target ko achieve kie bgair trading close nai karni chaie aor agar daily target achieve ho bhi gya to aor trade nai lagani chaie
      • #4 Collapse

        yah achi bat hai maghr kbhi kbhi hmain log term main bhi trdaing karty hain jis ko hum osi din main close nahi kar skty hain han yah ho skata hai k aghr hmari trdae main acha profit mil rha hai tu hmain zeyda profit ka lalach nahi karna chahye or trade close kar deni chahye ta k hum profit hasil kar saken
        • #5 Collapse

          Forex trading Mein aapne Zyada trade open nahi karni Aap Yahan Par 2 se 3 open karke kaam kar sakte hain Jab aap Jyada trade open karte hain toh aap acchi Tarah concentrate nahi kar paate Jiski wajah se aap accha kaam nahi kar sakte aur accha result nahi milega isliye trade open karke kaam kare
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Humean forex main aik din main apny experience our capital bonus ko diekhtay hoey trade kerni chahy hum aik din main ager 2 say 3 achi trades laga lety hain to main samjhti hoon ye humery leay zeada best ho ga k hum over trading say bhe bauch jain gay

            اب آن لائن

            Working...
            X