"Forex trading a job or perhaps time passes what is true"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G forex trading na koi job hy aur na hi time pas hy balke forex trading aik business hy aur buht acha business hy aur forex trading aik wrildwide onlin best aur profitable business hy js mein hum learning kar k achi earning kar sakty han aur forex trading aik business hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Sir forex aik job bhi hai or ye aik time paas bhi hai ye apki apni merzi hai kay ap log isay kese use kertay hain ager ap ko ye kaam ata hai to ap log isay zaroor kare apko faida ho ga thora thora time day chahiye apko ye kaam ata hai ya nahi ata hai is say apko kamybi milay gi thank u
      • #48 Collapse

        Dear ye aik real business ha is ko hmen job nahi kahni chahe kyun k ye aik real online business ha or is business se hm apni dreams ko b asani se pora kar skaty hain isi liye ye ye best business ha or aik sb se profitable business haa
        • #49 Collapse

          Forex trading main aap ka profit kabhi ziada hota hy aur kabhi kam hota hy. Is leye is ko job nahi kaha ja sakta balkeh yeh aik business hy aur is key apney rules aur regulations hain, jin ko follow keye baghair aap is sey acha profit nahi bana saktey. Job main aap ki salary fix hoti hy aur is main change nahi hoti.
          • #50 Collapse

            Forex market 1 huge online more profitable trading market hai jismay honay wali daily ki trade is equal 4 trillion hai or time k sath,sath is limit mai b izafa ho rha hai.Forex market 5 days in one week tk open rhnay wali market hai or trader jb chahay apnay time k mutabik forex market mai trading kr skta hai or profit or loss earn kr skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #51 Collapse

              [yr dekhein ye tou logon p-r hi depnd krta hai k ye forex business ko time pass samjhty hein ya phr kuch aur bus mujhy tou itna pata hai k is business k through meien apny kafi expenses control kiye hein jiski wajah se mein kafi indepdent feel krta hun
              • #52 Collapse

                g hun jnab jahun tak is boznees min mera lyal hy kah hum kp insta forex treding biznees ko.part taim.min hi karna cahye kun kah is biznees min risk buhat hi zyda hy
                • #53 Collapse

                  forex trading aik bohat acha business hay eska yahe faida hay keh hum esko apny time main run kar sakty hay aur esko agar hum regular job kay sath run karna chahty hay to wo bhi kar sakty hay humay koi issue nahi hota
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #54 Collapse

                    Forex trading jesa koi aur business online main mojood nahi hay ye aik best business hay ap is ko as a job bhi perform kar saktay hain ye ap pay depend karta hay bohat say loag esay hain jo forex ko as a job hi letay hain aur ghar beth kar yahan say daily base pay earning kartay hain agr to ap firmly daterminated hain to ye ye ap k liye time paas bilkul bhi nahi ho ga
                    • #55 Collapse

                      Job main ap ko kasi na kasi ka mathat kam karna parta hy lakn forex main as tarh kuch ni forex ak business hy aur ya koi amm business ni hy ya international business hy jas sy ap km invest main ap join kar skty hy
                      • #56 Collapse

                        Yeh aik business hy aur aap apni income ko jitna chahain barha saktey hain. Yeh aik unlimited profit denay wala business hy aur mehnat sey aap ziada profit nikal saktey hain. Learning is the best way to earn profit. Learning aur profit ki madad sey aap profit ko increase kr saktey hain aur achey benefits ley saktey hain.
                        • #57 Collapse

                          forex trading job nhi hy ye ek pura business hy jahan hum khud apny boss hoty hy lehaza humein chayein ky hum zaida se zaida mehnat kartey rahey jbahi hum yahan par kamiyab ho paye gy lehaza jitni zaida mehnat karey gy utna hi phal humein miley ga yahan se
                          • #58 Collapse

                            merra nahin khayyal kay yeh ek time passing site hai.balkay its a very good trusted business kjahan pay aap easy hou kay apna kaam kar sakttay hain or earning kr skttay hain.
                            • #59 Collapse

                              Jitna mera experience hy us k mutabik to forex na to job hy oir na he time passes work hy ye aik real karobar hy oir jes maen kamyabi k leay humery pass acha experience hona zarori hy pher he hum forex maen aik kamyaab oir professional trader ban sagty haen oir humean success easily mil sagti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading mai bhai jaan aise bhot say loag hai jo is kaam ko as a job ki tarha b karte hai lekin is kaam mai har aik ka alag alag trading style hota hai ziyada tar forex ko ghr bethay b karte hai is kaam mai humay yahe advantage hasil hota hai hum easily trading mai profit hasil kar k daily basis per aik ache trader ban sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X