stretgy changing time???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stretgy changing time???
    dear friends koi ye bta skta ha k agr hmari koi trade chal rhi ho aur hmen ye feel ho k markit hmary loss m bhi ja skti ha to apni stretgy kesy change kren??? mtlb kitny time k andar andar stretgy change kr k trade bhi change kr den????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear strategy ko ham trade k doran hi cchange ni kr sakte hain,balke hamen apni strategies pe mokamal tor par karband rehna chahiye, strategy ko ham 2 mint k andar ni bna sakte hain, strategy hamen kafi mehnat aur experience k baad hi banti hai, mera matlab hai strategy hamari tamam practice ka asal hoti hai.
    • #3 Collapse

      assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se Agar Hum Apni Toh theek nahi laga Pate to hamen loss hony ka khadsha bhi hy isliye hamain chahye k hum apni stragety ko foran changa kar dain aur apni trade hata lain aur phir against mai laga dain aisa karny sy profit confirm hy
      • #4 Collapse

        dear Jo Apne question Kiya Hai strategy changing time Ajay Ek Ehsaas foolish question hai Joker Ek scalper karta hai Yeh Jo Ek Aisa investor Hota Hai Jise Apna account wash Hota rehta hai aur aap ko pata hona chahiye k strategy MSAT rakhni chahiye aur different market situation market condition ke sabse different2 se 3 strategies Apne dimag Mein Rakhe aap Jab Bhi Apne bonus account trading kare Pata hona chahiye market condition main kay konsi strategy use karni hai Kyunki aap ko pata hona chahiye aap ka bonus account hai aur trending market mein ranging market mein aura high volatile market mein different strategies used hoti hai isme aap apne bonus account par bhi Is Tarah Ki market condition mein strategy different kar liya Kare Taki aapko properties Yadav
        • #5 Collapse

          Dear strategy change karnay say kuch nahi ho ga. Aap ko pata hona chiay kay aap jab bhi forex market main trading kartay hain to.
          Strategy ka sirf aap ki success main 20 per cent share hota hai. Baki 30 percent lot size or 50 percent physcolgy hoti.
          Ye formula hai jis per aap forex trading main zada sucess full ho saktay hain.
          • #6 Collapse

            Bhi kisi by currency ki movemnt daikhni ho kay iska trend kab change honay wala hai iska andaz agar apnay lagna chate ho tou oski os wakt ki high aur low daikh lain agar oski movemnt more then previous day ho chuki hai tou wo trend change karny kay karib ho sakti hai .
            • #7 Collapse

              jab app ko lagay k ap ki strategy bar bar fail ho rahi hai to pher to app ko must change kerni chahy kon k us say app ka loss kabhe bhe control nahe ho sagay ga our ap distheart ho jeain gay forex ko bura bhala khena start ker dain gay to app ko souchna ho ga or plan bhe change kerna ho ga
              • #8 Collapse

                sir g forex trading krny k liye apko chahye k trader krny se apko pahly stratagy bana hoti kyi kyu k trading me kisi ghalti se apko loss ho sakta hai to apko ye pahly se palaan krna hota ha usi time koi km ni hota ha
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  My dear brother jab aapne trade lagai ho aur loss main chal rahi ho to jab aap dekhin k ab market support ya resistance torr gai ha to us time aap beshak ya to trade close kar den yar us ko hedge kar den. Es tarha aap apny account ko bary loss se bacha sakty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear frend ye bat ap ny bilkul theek kahi hao k agar hmy ye lgy k market hmary against ja rahi hai to hmy foran startgy foran sy change kar leni chaye es sy ye hota hai k hm foran pehli startgy k against tread lga dy es sy ye ho ga k startgy hmary fever maai jaye gi or hmy os sy profit ho ga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X