Trade with fresh mind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jab bhi ap kisi pair main trade open kerna chahty hon tou jald bazi main ya tension main bilkul bhi trade open na kerain warna apko apni open ki jany wali trade main loss hi hoga so hamesha us waqat trade open kerain jab ap totally relaxed hon taky koi mistake na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear brother jan insan thaka howa hota hay to phir kuch bhi acha nai lagta aur waisy bhi ye forex aysa business nai kay ham aam dukahn sajha kar beth jain ye bohy criticle business hay is kay sirf resh mid kay sath hi kia jana chahiye to is main kamyabi ho gi warna ham jald hi is say bor ho kay is ko chor dain gay..
      THKS
      • #18 Collapse

        Dear brother aap ne bahut acbi baat kehae hai aur mein bhi yehi kahun ga kay apnay aap ko her qism kay muamlaat se aazaad kar kay aur relax mind kar kay bahut achay se trade kay analysis kar kay trading mya karain ta kay aap ko trade mein profit ho
        • #19 Collapse

          trade k liya fresh mind hona lazmi hai fresh mind sy achi trade hoti trade kr ty time agr mind acha ho to hum achy tariky sy trading kr ty hain or ak acha profit banty han profit k liya ya zarori hai jis pair main kam kr rhy ho us k bary news pata ho ne chahy or sub cheazy us time he follow ho ge jab humra mind fresh rhy ga.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
            Dear members of Pakistan forex forum hamary mood ka hamari trading k oopar barra daro madaar hota hae agr ham bored hain to ham achi trade ni kar pain gy aur jis time b ham boriat feel karren to trading ko stop kar den aur jab fresh ho jain to tab trading dobara start kar den.bored mind k sath trader ghalt trades lagata hae.
            Ji han aapke baat se main agree karta hun aur trading esa buisness ha k aagar aap thori bhe stress main hon ya phir aap ka mood nahi ha kaam karny ka to aap bikul trading na karin. Bal k aap jab tak fresh achi tarha na ho jain us wakt tak trading na karin.
            • #21 Collapse

              piyare bhai jab tk ham fresh mind ho ker trade nhi kren gy hamari trade kabhi bhi achi nhi ho sakti is liye laiye hamain hamesha fresh ho kr trade krna chahye kiun keh isi man kamyabi aur behtri hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Forex main trading karna k leay app ko apna mind ko fares ha rakhna ho ga , phr he app Forex main ek achi trad kar sakta hian agr app ka mind faresha ni hian tu phr app trading bhi thk ni kar saka ga os say app ko loss ho ga, jub app ka mind kara trading karna ko phr he app Forex main trading kara

                اب آن لائن

                Working...
                X