Forex main agar support or resistance per scalping
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main agar support or resistance per scalping
    dear aap short term ke liye trading Karte Hain aur aap chahte hain kya aap scalping se main Sabki trade within 15 to 1 minute to 1 hour the ke liye profit Main Chali Jaya aur aap arjant apni trade profit main close karde tu is tareeka main aapko main support and resistance areas Ka Pata hona chahiye.
    Wahan say pending order aap ka kuch na kuch profit lay kar resist ho ga.or aap ka tp 20 to 30 pips tak hona chiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear you're right, hamen scallping k liye kissi major support ya resistance pe kaam krna chahiye, jab ham kissi support ya resistance pe apni trades lagaen ge to un se hamen bahot achi earnings ho sakti hai, isliye hamen scallping krte huye market ko lazmi achi tarah se analyse krna chahiye ta k ham trading se achay results le saken.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai support and resistance ka barra role hota hae trading men aur hamen chaeay k apny running oder ko support and resistance k any say pehly hi close kar den q k in points say markeet wapis b murr sakti hae aur hamara aea hua naffa loss men convert b ho sakta hae.
      • #4 Collapse

        Forex main kaam karne ke liye aapke paas ek achha wala resistance level hona chahiye Jisko aap use kar sakte hain aur uski base par aap isme buying and selling bhi kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Yes of course forex trading main ham support and resistance per scalping kartay hain to hamain kafi acha profit hasil ho sakta hai laikin.
          Hamain sat sat stop loss bhi daina parta hai.
          Kiun kay akdar main ne bonus account per trading kay doran note kia hai kay.
          Market agar strong trend main hai to retracement nahi laita. Is liay be carefull on bonus account during trading.
          • #6 Collapse

            support or resistance pay scalping krna sub say zada yehi ik asha tarika hai trading ko krny ka kun kay is main humy market main confidence hota hai order pay or sath mian ye trade take profit ki side main move kry gi is baat kay chance zada hoty hain :):cool:

            Scalping best hai long term ki trading say
            thanks if you think same like me
            • #7 Collapse

              resistance or support market ki is tara kay level hoty hain jin say trading ka order lagana kafi zada trade say profit mily ye mumkin hota hai ik trader ko in level main market ki fake move say khud ko safe krny kay sath order ko lagana zarori hota hai scalping ik ashi strategy hai
              thanks if you like this post
              • #8 Collapse

                G bahi ap ki batteahk hai ap theahk kah raha hain laken bahi is ka lia experince or knowledge hona lazmi hai is ka bagahir ap kuch nahi kr sakta so ap na jo bi kam krna hI os ka lia ap ko experince ho tb ja kr ap trading mai kamyab ho sakta hain
                • #9 Collapse

                  Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur mere khayal mein tou scalping trading mein loss ka bias banti hai iss lye scalpi g humain nahin karni chahyea aur agar karain bhi tou uss waqt jab market ki movement tezz ho ta kay humain jaldi profit dae jaye
                  • #10 Collapse

                    Dear brother app ki baat thek hay Kay agar hum support or resistance Kay uper trading karin or scalping be karien better hay is lay hum ko chaiey Kay short term main. Kam karien tu hum ko is say aik acha profit hasil ho ga or humara account ko grow be karay ga
                    • #11 Collapse

                      Bhai jee ap ne boht achi strategy bati hay is say new traders ko boht faida ho ga aap se request hay kay koi aysa indicator btain jo us day ki support aur resistance bat dain kiun kay ye kaam new traders ko nai pata is liye wo unable hote hein scalping karnay say..
                      THKS
                      • #12 Collapse

                        Dear aap ki baat tou theek hai aur mere khayal mein tou scalping forex rules kay against hai aur scalping mein bahut zayada risk bhi hai iss se humain bahut zayada loss bhi ho sakta hai aur mere khayal mein tou humain scalping se bachna chahyea
                        • #13 Collapse

                          piyar bhai support k bina koi bhi kaam nhi hota aur hr kaam man resistance ka aana bhi natural hai is liye hamain himt nhi harni chahye aur hamesha acha kaam krty rehna chahye
                          • #14 Collapse

                            han je dear bilkul agar hum support and resistance par scalping krte hain to us se hume bht acha profit mil skta hai but depend krta hai k market support ko resistance ko cross kr jaye tab hum apni entry lete hain to hume lazmi faida deti hai wo.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji haan Forex trading main scalping karne ke liye market ki main support and main resistance per agar aap apne order place karte hain toh aap ko bahut jyada fayda ho sakta hai yahan se aap short term trading bhi kar sakte hain aur long term trading the easily kar sakte hain aur aap ko bahut jyada profit aasani Se Mil Sakta Hai Is liye Hamesha market ki support and resistance per kaam kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X