forex trading mein profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mein profit
    forex trading me profit ki koi limet hoti ha k nahin k forex treding loss to bohat hota hai
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan forex tradin market main profit hasil krna asan bat nai hai is main hume sab se phaly experince hasil krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hume is main menat k sath kam krna chaiye
    • #3 Collapse

      Limit to auto pe adjust ho jati he jb hm tp aor sl lagaty hen ,aor agar tp/sl nai lagaty to heavy loss ka khadsha hota he,is k ilawa bhi q k hm bahot chhoty level k traders hoty hen is liy hmara profit/loss bhi limited hota he,wesy bhi dunia ki hr cheez aik mquqar'rah had me chal rahi he jis se wo nai nikal sakti ye Allah ka qanoon he
      • #4 Collapse

        Assalam o alaikum dear friends and forex members.
        Dear members forex trading main profit earn krna koi mushkil kam ni ha magar mehnat to aik main point ha mehnat k baghair ap koi cheez hasil ni kr Sakty is lia mehnat kren aur apna experience pa grip hasil kren to profit laina ap k lia msla He ni ho ga.
        Thanks dear members and forex also.
        • #5 Collapse

          Profit kamaana aur trading krna iss mein farak hai pehle to aap log yeh jaan lein. Iss k baad sb sezaroori baat yeh hai k trading mein agr aap profit k liye hain sirf aur sirf to yeh baat main aap ko bta dn k yahan loss bhi buht ziada hota hai to aap log loss k liye bhi tyar rahein.
          • #6 Collapse

            Nahn bi is main profit ki koe limit nahn hai hai apki jitni skills ziada hoen ge otna ap profuts be earn karain gain aur jitna apka ilam kum higa otna ap kum profit earn karain gain islye yeh nagn aocgna chaye kay profit litna ho sakta jitna sikho gay otna hi ziada profit hoga maray bhi.
            • #7 Collapse

              Jiss tarah loss ki koi limit ni isi tarah profit ki bhi koi limit ni ap jitna chahen earn ker saktey hain its totally depends on you.
              • #8 Collapse

                Forex trading mai earning ki koi limit nahi aap yahan sey apney trading knowledge aur experience k level k hisaab sey profit earn kartey ho. jis ka experience jitna zyada hota hai wo utna zyada earn karta hai aur yahan pey achi trading mai bhi loss ho jata hai lekin aap experience sey loss ko bhi recover kar saktey ho.
                • #9 Collapse

                  Dear frend forex treading mao profit to hota he hai or qo b apne limit mai rah kaar hota hai laken jab hm koi miastKe karty hai to phr jo loss hota hai wo to account he washed kar jaty hai es liye care full rehna bhot must hai es kam mai.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main agar hum profit earn karna chahty hay to eskay liey humay money management karty huway kam karna chahiye kyun keh money management karty huway trading karnay main he humari safety hoti hay aur hum market main achi earning kar sakty hay es say risk bhi kam hota hay aur humay risk apny experince kay hesab say lena chahiey ye zaroori cheez hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein profit aur loas business ka hisaa han aur agr ap ko loss ziada hota hy tu ap ko profit bhi ho sakta hy aur profit ki koi limit nhi ap profit bhi ziada hasil kar saktay han is k liye ap ko forex trading business mein mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy mehnat aur hardwork se forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k ap ziada profit earn kar saktay han aur ap ko js mistake ki waja se loss hota hy us mistake ko cover karain aur ziada profit earn karain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X