Indicators ka wrong result....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka wrong result....
    Friends hamen indicators ko apni trading men use zarur krna chahiye but bilkul hi apni trades ko indicator pe ni chorna chahiye, main rsi indicator ko use krta tha aur apni trades ussi pe lagata tha, but jab gold ne trend men move kia to mjy rsi se koi khaas results ni mille jiski waja se mera bahot sa loss ho gia isliye dear bahot se indicator aise hain jo ranging market men to aap ko results dete hain but trend market men wo ulta loss ka sabab bante hain....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading me indicators k bary me to kehta hoon indicators pe aitebar nai kia ja sakta, sb se best hmari apni strategies aor analysis hen, is k bad jahan confusion ho wahan pak forex forum pe posts/threads me idea ly len,agar kisi seniour member se directly contact me hen to is se istefada kr len magr indicator pe bharosa na kren
    • #3 Collapse

      Dear ftend agar hm kisi indicatr ko use karty hai to os mai koi nuqsan nai hai kun k indicatr hmari madad zarur karty hai or un ko use karny sy koi loss nai hota laken jo kam hm khud ay kary gy wo hmaary liye bhot best hai kun k insani demag jitna acha kam kar sakta hai itna koi macheen nai kar sakti.
      • #4 Collapse

        Bhai right ho aap aur awwal to ham indicators use b na karren aur agr indicators use karny b hain to iss qisam k indicators ko use karren jo journal qisam k hoon for example jo ye batain k apka pair daily ktna move karta hae aur abhi is waqat kitny % move kar chukka hae etc baqi price action pay kaam karren.
        • #5 Collapse

          Indicator 1 6 months hota hai jo apko became a long time ke liye working karne ke liye aap ki bahut yaad aa support karta hai aur aap yahan se Kafi help lene ki jarurat hoti hai jisse aapka Piya Gaye Ja sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum apny indicator ko theak say set kar kay use karnay say he humay market main achi trade mil sakti hay humay chahiye keh aisay he indicator ko use nahi karna chahiye eski setting best par rakh kar he use karna chahiey tab he humay en say acha result milta hay aur hum market main achi trade kar kay acha profit earn kar sakty hay es business main mehant he ziada profit daiti hay

            اب آن لائن

            Working...
            X