Forex market main chart per order ko drag kaisay karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main chart per order ko drag kaisay karain
    Dear aap agar forex market main trading kartay hain or aap agar pc per trading kar rahay hain.
    To aap apnay pending order ko stop loss or take profit ko easily drag kar saktay hain.
    Or mbil per aisa aap nahi kar saktay .
    Mra mashwara hai agar aap news trader hain to insta forex bonus account per trading aap pc per karain .
    To aap mbil ki nisbat acha bonus profit earn kar lain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear waqae mobile aur pc ke chart ka barra farq hota hai, pc pe hamen jis tarah se chart nazar aata hai wesa hamen mobile pe nazar ni aata hai, pc pe hamen trading k liye chart pe bahot se tools mill jate hain jinhen ham ba aasani use kr sakte hain but mobile pe chart pe itne ziada tools bhi ni hote hai aur dusri baat ye hai k ham achi tarah se analyse bhi ni kr sakte hain.
    • #3 Collapse

      Dear ma apki bat sy itefaq krta hun mobile py h7men bht zeyada focus krna prta hai jub ky pc py hum aram.sy trading chart ko smjh skty haun osky elawa mobile py nazar ka zeyada nuqsan hota hai jub ky pc py kam nuqsan hai mobile py focus krny ki waja sy nazar weak ho skti hai
      • #4 Collapse

        Bahi kisi had tk ap ki bat theahk hai wo ya ka ap line draw kr sakta hain laken mobile ka use s fida zyda hai os ki waja ya hai ka hum har wakatpc pr nahi baht sakta laken mobile har wakat hamara pass hota hai or light ka bi issue nahi hai is lia hum market ko zayda examin kr sakta hain pc ki niabat
        • #5 Collapse

          Jii han dear brother aap nay boht acha kaha hay meta trader 4 jo PC wala hay aur jo mobile version ay us main bohy ziyada difference hay PC waly meta trader main boht ziyada aur advanced option mojood hein magr ye boht mushkil hay har waqat PC pe bethna is liye mobile version ko avail kara par raha hay..
          THKS
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            pc say trading krny main order ko stop loss or take profit ko hum isi order line ko drag krny kay sath jider is ko drop krty hain usi level main ye stop loss or take profit auto main set ho jata hai jo kay kafi zada ik asan cheez hai or kum waqt main hum is ko tabdeel b kr saqty hain :cool:

            اب آن لائن

            Working...
            X