Anti trend k nuqsanaat...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Anti trend k nuqsanaat...
    Friends ham trading men jab market ko tez movement k sath run hota dekhte hain to ham smajhte hain k iss point se ab market reversal pakre gi but aisa hota ni hai, market to apne trend men move krti hi rehti hai aur hamen loss hona start ho jata hai isliye hamen waqt se pehle koi decision ni lena chahiye...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex market mein anti Trend chalna hai Bewafai Ki Hai isliye main forex market mein trend Mein Chalnachahiye aur aapne bola tha cowper bonus account sir Jab Bhi Hum Forex trading kare Suhana Swastik trading kare Jab tak market Apna trend nahi change kar Leti buzzfeed trending market hoti haitoh Humne Kabhi Jyada profit de sakti hai isliye Hame chahiye K bonus account kar trading trend maker Kyunki se aap ko bonus account wash nahi hoga
    • #3 Collapse

      Aisi suret me meri raay k motabiq jitna profit ho chuka ho us pe clisr kr den wo us surat me k agar apko next markete movement ka andaza na ho raha ho, phhir jb markete aik ridham me aa jay means aik hisab se chalna shuru kr dy to ap new treade laga len, is tarah ap new lagai gai trade se mutmain rahen gy . ye meri zati raay he shayd ap is se ittefaq na bhi kren to ye apka haq he
      • #4 Collapse

        Well, dear bahot achi baat kahi aap ne hamen waqt se pehle koi bhi decision ni lena chahiye agar ham trend k khilaaf koi trede open kren ge to ham kabhi bhi successful ni ho sakte hain, uski waja ye hai k forex bahot hi strong market hai forex itne jaldi reverse hone wali ni hai aur ham iss chotay se account se market ko reverse ni kr sakte hain isliye hamen trend k sath hi chalna chahiye.
        • #5 Collapse

          g bhai aap ny sahi kaha k jb maeket kisi aik side py move krna start krti h aur bahot sey levels ko cross krti hui aagy jati hy to ham apny andaazy lagaany start kr detey hain k ab market reversal pakry gi mazeed us side py move nhi kry gi lekin aisa nhi hota aur wo apny trend mein mazeed aagy chalti rehti hy to mera ye mashwara hy k traders ko chahiey k market reversal ka wait krein aur apny andaazy na lagaya krein keun k is tarah ki trading sey apko siwaye nuqsaan k kuch nhi miley ga
          • #6 Collapse

            Mera khyaal hai humein intezaar krna chahye aur foran decision nahi lena chahye, market reversal pakrti hai agr jaldi nahi to kuch waqt mein. Humein bs sahi waqt ka intezaar krna parta hai
            • #7 Collapse

              every trader apny analysis k mutabiq perfect trading krta ha.koi bhi ye nhi chahta k uska loss ho.hm agr markit k trend k against trade lgaty hen to wo bhi hmari stretgy ka part hota ha.hm apni trf se best trade kr rhy hoty hen wo alag bt ha k markit ki movement k agy hmari stretgy fail hojati ha.so hm sub ko apny analysis pe focus krna chahye ta k wo fialiar k reason na bnen.
              • #8 Collapse

                Bhai ap ny theak kaha hai anti trend trading sy apka account long term ma phans jata hai aor apka account kabi kabi wash bhi ho jata hai forex trading ma trend ko follow kren kabi kabar anti trend ka faida hota hai jub ap trade lgain to market retrace kr jay tb wrna nuqsan zeyada hota hai
                • #9 Collapse

                  Je bhai mare sath aesa kai dafa ho chuka he lakin ab mane nasihat pakar li he or ye ghalti maximum log krte hen bagher soche samjhe trade nai lagani chahie or khas tor per aese moqe per jab movement fast ho.
                  • #10 Collapse

                    Bhai jan ap ke bat bilkul sahe hy hamen hamesha trend k sath chalna chaye and trend ko h4 ua d1 ma chaexk karna chaye ta k sahe trend clear ho saky kiun k aksar aesy hota hy k ham trend ko sahe read he nai kar paty jis ke qaja sy nuqsan ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      Hum jb b trading karty hain to Pely trend ka Anylsis karty hain aur agr Hun dekhty k trend ooper ja rha a to Hum sell pr conconrad kr lety hain lekan aksar aisa ni hota to behter ye a k Hum us trend k sath chaly
                      • #12 Collapse

                        Trending market k nuqsanaat nae hn g actually is mn tou profit hota hy
                        Hmen nuqsan t hmara entry point ka decision dilwata hy Jo hum without analysis kr daity hn even mn tou ye kahon ga k hum lalach mn kr daity hn
                        So trending market is profitable hum apna analysis and entry point okay kr Len
                         
                        • #13 Collapse

                          Dear forex market mein anti Trend chalna hai Bewafai Ki Hai isliye main forex market mein trend Mein Chalnachahiye aur aapne bola tha cowper bonus account sir Jab Bhi Hum Forex trading kare Suhana Swastik trading kare Jab tak market Apna trend nahi change kar Leti buzzfeed trending market hoti haitoh Humne Kabhi Jyada profit de sakti hai isliye Hame chahiye K bonus account kar trading trend maker Kyunki se aap ko bonus account wash nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            jub b koi trader anit trend main trading ko krta hai ye is main kafi zada khud ka nuksan kr laita hai or ye trading mind ki game hai is main koi b step ko laina isi market kay trend main reh kr krna teek hota hai jub b market ki support or resistance kay pass hota hai is main trade ko na kro yehi ik advise hai or jub market koi naya trend bana lay to is main khud ko isi analysis say order ko pace kro :cool:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brother ap ki bat bilkul thek hy lekin forex main qismat ka bohat amal dakhal hota hy. Asal main ham jab trade lagatey hen to apni soch k mutabiq thek lagatey hen aur trend k mutabiq lagatey hen lekin agar market udhar sy hi reverse kar jay to wo trade to anti trend ho jaey gi aur hamen loss bhi ho ga lekin us main trade laganey wala ka kia qasoor?

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X