"hello traders Can you really trade without emotions"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    han bhai ya haouskata hai ka ap trading keorou per without emotion pr ager apka pas islie achii knowledge houni chaeya q ka emotion humen tab houte hen jab hamar loss houta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex trading to he hi aik eisa karoar jo humin umeedin ashaein aur khahishat ka business he. Es karobar min hum jeise jeise work karte hin to humin pata chalta he jab hum profit leite hin to humara dil khush ho raha hota he aur jab hum loss kar rahe hon to humin bura mehsos hota he es lei humin chahye k hum qaboo min to rakhin apne jazbat ko tu hi hum aik acha profit earn akr sakte hin.
      • #168 Collapse

        yes app ko real trade main loss say buchne k liye app ko emotional ni hona chhiye or trade ko information k tahat he karian to acha hai
        • #169 Collapse

          without emotion ab mein kar leta hn and forex aik good business hay beshak yeh aik risky business hey lekin is mein profitable bhi tu hay lekin ager ap forex ko learn nahi kartay hay tu forex mein earning nahi ho sakti hay shoromei n tu mein nay bhi forex mein bahot loss kiya tha lekin ab mein forex say achi earning ker leta hon aur mein earning kr leta hn.
          • #170 Collapse

            jee haa, ham emotions k begair trade kr skty hn or apko sochna chahiye k jo bohat successful traders hoty hn wo agr emotional ho jaty hn to wo successful kasy ho skty hn. just, be strong to do any work.
             
            • #171 Collapse

              we can not set a side our emotions completely because we are human being and being human it is impossible.but it is better for us to keep the emotions away at the least possible distance
              • #172 Collapse

                About the learning of Meta-trader 4.

                As we know, MT4 is a very complex software. Without knowledge, very some people can use it. My question is, how and where can we get the knowledge of about Meta-Trader 4's trading?
                 
                • #173 Collapse

                  forex markeet main trading kee doraan aapp apnee jazbaat per qaboo pa saktee hain. aapp aik kamyaab trader ban saktee hain. oor yee mushkill kam naheen hain. agar aapp jazbaat kee nuqsaanaat ko samjh leen too aapp kar saktee hain.
                  • #174 Collapse

                    je ha bahi kosess to boht hote ha ke ke trading ke time trade emitiona se na ho acha trading kar sakte ah is ke leye apney itna emotona nahi hona chahaiya kyuun kaay is ki waja saay hum apni tawju kaam
                    • #175 Collapse

                      yes dear brother.....forex trading business krny k lye bukhat c chezy dekhaan may rakhni prti hai jese emotion .....agr ap apny emotion ko control nai kr skty to kamyaabi mushkil hai..
                      • #176 Collapse

                        yes Dear bro man apny emotion pr control rakhta ho because mujhy pta agr man aisa nai karo gay to is man just mujhy hi loss hoga or kisi ka kuch nai jaye ga.
                        • #177 Collapse

                          yes dear mai ap ki baat se agree karta houn ap ne bohat acha sawal pucha hai meray khyal se emotions se bachna bohat zarori hai q k in k saath hum achi tarha se kaam nahi kar sakte dear......
                          • #178 Collapse

                            jee bhai dekhiye forex main hamen agar successful hona hai to emotions ko khatam karna hoga or apne brain se kaam karna hoga na ke apne dil se kiunke dil par believe karke humen aksar loss ka saamna karna parta hai.
                            • #179 Collapse

                              Forex ki sari bath emotion say start hoti hay or emotion par hi khatam hoti hay admi jab bi entry forex may lagay to wo market say daray nahi quen kay us kay dar ki waja say hi us ko loss hota hay or wo apna loss bachanay kay liya aap ni entry closed kar layta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                "hello traders Can you really trade without emotions"jab ham forex shroo kartann hany to kah yehi jata hay k emotions say kam nahi lena mager jab ham trad kar rahey hotany hany to tmam perameters bhool jatany hany.jis say loos hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X