"Why concentrations are necessary in Forex trade"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    har kam mai constration boht zarori ha .es lia forex mai work b constration se krna chahy.warna agar ap tawajo se nahi kro gy to shyd loss ho.balky shyd nahi yaqenan loss he ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ap ko koi bhi kam karty howe fll concentraton hsow karna hoti hai ager ap apne kam ko fdoncentration say nahen kary gay to aap say os mein koi na koi mistake ho jaye gi . to humein ehtiyat kay sath trading karni chahiye.
      • #93 Collapse

        Yeh business he Concentration demanding hota hai yahan per hamari Concentrations sey he sara kaam to chal raha hota hai kiyoun key yeh sara kaam analysis based hota hai or analysis hamesha Concentration sey hota hai.
        • #94 Collapse

          Jee concentration tu ap ko har kaam main chayie hota hay yeh siruf forex main hee nahin chayie jab ap koi kaam concentration sey kar tey hain tu ap kam ghalti kartey hain ise liye forex main behi aisa hay kay jab ap trade open kartey hain puri dehk baal kay tu loss kay chances kam ho jatey hain.
          • #95 Collapse

            ji bilkul sahi bat ki hai app ny mein app ki bat sy agree krta hun es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai acha hai es liey smjh k kren yeh kam acha hai .....................................!
            • #96 Collapse

              why is the concentrations of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex
              • #97 Collapse

                mojay nahin lagta hain ager ap ki yeah soch hain kay ap kay pas zada say zada investmeant ho gi tabhi ap zada profits attain ker saktay hain sab kuch matter kerta hain ap ki trading pay ager wo achi hain tu 100$ bhi enough to start profits making
                • #98 Collapse

                  Sir kaam acha ho ya bura apko is may tawaj deni hi paray gi is kay bina ap log forex say ya kisi or business say kuch nahi hasil ker saktay hain full dehan say kaam kare us kay baad jab taak kuch na bhi pata chalay koi real kaam na kare thank u
                  • #99 Collapse

                    deuar jnab min aap se mazrat karta hun kah min aap ke is sawal ka anser nahin de sakta hun kun kah min abhi is biznees min new hun mun.apne seneyaerf se malumat lun ga
                    • #100 Collapse

                      Forex market buhat risk hy aur is ki direction ka 100% andaza lagana buhat mushkil hota hy. Jo traders small investment sey trading kartey hain unhain buhat concentration sey yeh kam karna hy, market ki tezi ki waja sey aap ko kisi bhi waqt loss ho sakta hy aur aap ka profit nuqsan main badal sakta hy.
                      • #101 Collapse

                        forex trading me concentrations es waja se necessary samja jata hay k forex market me ham agar risk len gey to hamy less bahot hi zeyda ho skata hay ham es me andazy se trades open b nahi kar sakty hey
                        • #102 Collapse

                          ap ku her kaam jahan say ap earning kerty hain wahan ap ku concentration say kam kerna hota hai werna earning nae hoti busienss jobs ju bhi hu wahan ap ku concentrate kerna hota hai tub hi kaam chalta hai.
                          • #103 Collapse

                            Gee forex market mai concentration bohat zaroori hai. Kiwnkh es ki madad say hum forex market mai bohat ach kam or confidence say kam kr sakty hai. Concentration ki waja say hum es market mai asaani say kamyabi hasil kr sakty hai.
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                              concentration is important in forex trading as it is important for anything we do related to forex be it study or analysis it is very important for a trader to stay concentration while doing so and also while trading.
                              Forex business may pasie kamany ka liye apko boht zada miqdar may concentration ki zarurt ha ku ka Forex trading ak asa waheed business ha jis ki learning ko samjhana be boht muskil ha jo ka bina concentration ka mumkin nhi tu ya boht important thinking ha apka liye agar ap kamiyaabi hasil karna chat hein tu.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Forex aik risky business hy aur aap ki chhoti si mistake bhi aap ko kafi loss dey sakti hy. Is leye trading key doran attention aur concentration buhat zarori hy, takeh market key trend ko minutely judge kia ja sakay aur is key mutabiq trades lagayee ja sakay aur profit earn kia ja sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X