Slow trading se perishan mat hon balke khush ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow trading se perishan mat hon balke khush ho?
    Slow trading bahat achi hoti hai jis se apko be shak waqat zaida lgta hai aur bahat km profit ata hai lekin loss bhi aik limit main ata hai jesay asani se control kia ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mera to expernice ye hay key jab market slow position me ho aur traders key ley trend ko understand karna mushkil lag raha ho to esy time me trades open na karna hi hamary ley acha hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
      Slow trading bahat achi hoti hai jis se apko be shak waqat zaida lgta hai aur bahat km profit ata hai lekin loss bhi aik limit main ata hai jesay asani se control kia ja skta hai
      Assalamualaikum dear members Mere Khayal Se aap Dono Apni Apni Jagah par thik Hum aa rahe hain Ki Kisi Kisi Ko slow market Mithun Lagan Mein maza aata hai aur kisi ko market Se Hone mein trailer gaane mein maza aata hai aur jahan tak mera Khayal Hai Hame slow market Mein trade gane chahiye Jis Se aap ko profit ko kaam aayega lekin loss bhi Itna Jyada nahi hoga ke aapka account Tak wash Ho Jaye
       
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Dear Friend. Slow trading main new traders ko asey lagta hey k wo boor ho rahey hen aur profit earn nhi kar rahey. Lekin aisa nhi hy. Start main hamen forex trading ki thek traha sy jankari nhi hoti aur ziada tar ham loss main rehty hen. Es ley agar slow trading ho rahi hy to loss bhi kam ho ga.
          • #6 Collapse

            Dear ap ny bilkul sahe kaha hai jis pair ki trading slow hoti hai os mai loss k chance b kam he hoty hai jis tarha gold ki treading taiz hoti hai es tarha os ka lkss b kafi juldi juldi ho jata hai or kab kabi to markrt itni juldi sy against chali jati hai k hmara account he washed hp jata hai.
            • #7 Collapse

              Yes you are right slow trade py udas ya time ka ziya samaj kr kbi bhi jald bazi main galat qadam na utha lea kery ager market slow ja rahi hy to ap ko kush hona chaey ky ap ko market ko samajhny ka air sahi fasly kerny ka moqa mil raha hy aur ap us main zida profite ly sakty hi
              • #8 Collapse

                slow market honay ka bohat faida hay ky agar ap ko loss b hoga wo aik limit hoga kyun ky market slow chal rahi hoti ha agar big move hogi ap ki trade tezi sey big loss mey jaa skati ha esliye slow best market ha
                • #9 Collapse

                  han g bilkul hamay aram aram se slow slow trading karny chahiye kio ka ya ham sab trader ka liye bohat zaida behtar rehta ha and ham phir acha faida be is se gain kar sakty ha and acha kam kar sakty ha
                  • #10 Collapse

                    Ap ke bat kafi had tk theak a lekan bezair aisa nazar ni Hata Ha ye bat theak a k loss b km hota a lekan is k sath profit b km he hota a Jb Ap trading karty thain to profit increase karny ke koshsh karty hain aur Jb Markeet slow ho ge to boring situation o gy ge
                    • #11 Collapse

                      je haan humay khush hona chaye market kay slow rehnay mei ye chez new trader kay haq mei zayad achi ha wo tajarbaah zyada karay ga aur slow market pey wo analysis ko acha karnay ki koshish mei kamyabi le ga
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        Slow trading sahi nai hoti hy slow trading sy ham ko koi faida nai hota hy us sy ham mutmain bhi nai hity hy kio k us my hamara taine waste hota hy us sy acha ya hota hy k ham trade hi na lgaye taky tention to na ho ohr is liya ham ko slow trae ho sliw market ho to phr trade hi nai lgani chiya
                        • #13 Collapse

                          Dear members kch traders slow trading like krty hain unky leay market ko rat 12 ky bad sub 11 bjy tk time hota hai us time market bht he slow hoti hai aor humen zeyada loss bhi nhi hota market aik range ma hoti hai us time 10 15 pip tp aram sy hit ho jati hain
                          • #14 Collapse

                            Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur mein aap se agree karta hoon slow trading bahut faida deti hai aik tou iss mein aap ka account wash nahin hota aur doosra iss mein profit hi hota hai chahea thora hi kyun na ho iss lye slow trading best hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear ap bat bulkal theak hy asal word slow tarding ni huta bulky lot size huta hy humain chaye k hum 0.01 ya 0.03 tak ka lot size lagye becoz agar ziyda lalach k checker ma lot size bharay gye tu loss kam account wash k ziyda chancing hu gye becoz zjab ziyda loss hu ga tu hum isay poray karny k leye tarding cancel ni kary gye tu account wash he hu ga so better hy strat ma 0.01 lot per he trad kary.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X