Forex market main gold or currency trading ka fark
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main gold or currency trading ka fark
    Dear agar aap forex market mein currency pairs trading Karte Hain toh aap ko pata hona chahiye currency pair support and resistance areas bahut accha movement karte hain Agar normal support area ho.
    To market 20 pips ka retracement laiti hai.
    Aap apna profit ya hedging kar saktay hain.
    Laikin agar gold ki bat karain to gold kay minor support area bhi 10 to 15 dollar per hotay hain.
    Or gold per movement bot ziada hoti hai laikin loss bhi bot zyaada or take profit bhi zyada ho sakta hai.
    Is liay hamain chiay.
    Kay currency pairs per trading karain gold kay uper apnay account wash na karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ma apki bat sya gree kron ga my ny bht dafa azmaya hai jub bhi gold py trade lgai aksar account wash hua hai gild bht dangrous hai humen trading ky leay currency pairs ma sy bhi major oairs ko select krna chye aor major pairs maeuro ko select kren to behtr rahy ga
    • #3 Collapse

      Bhai jan gold ma risk bhi hai profit bhi hai loss bhi hai ab gold sub ko pta hai down trend ma hai aor bht mazy ki down trades bn rahi hain dear members apko gold py jitna high jay sell krna chye gold is waqat strong bearish momentum ma hai ap is sy faida utha skty hain
      • #4 Collapse

        Dear gold per trading bhi kafi mushkil hoti hai laikin aap ko pata hona chiay kay agar ham trading kartay rahain gold per regular to hamain kuch na kuch annaylis ho jata hai forex trade main kay hamain gold per trading kaisay karni hai.
        Laikin agar hamain gold per trading nahi ati to hamain currency pair per trading karni chiay currency pair main fluctuations kafi zayada hoti hai jis per ham kafi acha profit earn kar saktay hain short period main. Scalping kar kay.
        • #5 Collapse

          Dear aap ne bahut achi baat ki hai aur aap ka analysis bhi bahut acha hai aur aap ne jitna tafseel se bataya hai kay her banday ko bahut achay se samajh aa gaya hai aur baqi gold aur currencies pair eurusd mein trading bahut achi hai
          • #6 Collapse

            app ne bahot achi information share ki hay, market me jab be ham trading karny key ley enter hoty hey to hamy har pair ka knowledge hona chaye aur pairs ko technically be jaiza lena chaye.
            • #7 Collapse

              Gold our doaei carancio my bhit zeada frk hy gold ki bhit zeada prodit bhi dyti h loss bhi dyti hy dosri jo hy who bhot kam loss our profit dyti hy who bhot zeada hi slow hoti hy our who bhot hi zeada borige hoti hy gold sab sy best hy kam krny k liya is sy ham ko bhot hi acha earn hota hy
              • #8 Collapse

                assalamu alaikum bhai Mere taraf se aap ne ek bahut Ajith Red post Ki Hai Jise Hum Jaise new traders K knowledge meinbahut izafa hota hai hamain aisi situatuon ka pehly koi ilam ni tha thanks alot
                • #9 Collapse

                  g haan support and resistance jab b banta ha currency pairs ka to ap asaani sey 20 to 30 pips gain kar saktay ho ya hedging kar sakaty ho lakin gold pey ye mushkil ha ospe SR bohat long time bantay hen
                  • #10 Collapse

                    je haan gold kay support and resistance bhi minor area mei bhi 10 se 15$ ki move maamuli si baat hay jab kay currencies bohat best hain thora area mei bhi support and resistance sey bhi ap acha income le saktay ho
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur aap kay analysis bhi bahut achay hain aur dear aap aise hi posts forum per kartay raha karain kyun kay aise hi posts se new co.ers ko seekhnay ka mauqa milta hai aur woh bhi experience hasil kar saktay hain
                      • #12 Collapse

                        G bahi ap ki bat theahk hai ap theahk kah raha hain gold pr zyda. Tradeing nahi krni chaya jo currency ka pairs hain un pr trading krni chaya ta ka ap ko zyada zyda .profit ho or ap ka loss kam s kam ho acha trader kabi bi gold pr trading tb tk nahi krta jab tk confirm na ho jaya ka gold movemwnt dana wala hai is lia wo log currency pr trading krta hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          G haan ye baat theek ha currencies movement asaani sey support and resistance area k andar move krti ha aur support and resistance k andar rehtay huway agar trade ki jay 20 to 30 pips araam se liye jaa saktay hain gold pe asa nai nai hota ha
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X