trade ko kis time close kerna chay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ko kis time close kerna chay
    dear maira sawal ye hy ke trade ko kis waqt close kerna chay ,ager wo profit main ho ya loss main,mairy khayal main to market ko daikh ker hi trade ko close kerna chay
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aap ki baat bulkul theek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon trade market ko dakh kar close karni chaya ager aap lose main ja rahay hoon tu markit ko dakh kar wait karna chaya kyu k markit waqas be aa sakti hay jis sa aap ka lose cover ho ja hay ga
    • #3 Collapse

      Apne trade colours karne ka right time yeh hota hai Ke Jab market Mein Main support yaar resistance per rejection candle banti hai sab Apne Apne order ko close karna hai Is Tarah Se aap maximum profit Hassan kar sakte hain aur right time par Apne order ko close kar sakte hain
      • #4 Collapse

        aslam o alikoum dear brother aap jab trade krain too market ko daikh kr krain aur loss main trade ko bikul band na krain wait kr kay trade ko band krain wo bhi profit main
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Well meray khayal main trade ko profit main he close krna chaeay lekin kbi kbi koi aisi pet news mil jati ha k market ka next behave khtarnaak ho skta ha to us surat main loss main bhi trade close ki ja skti ha. Me to take profit lga leta hun stop loss nai lgata jb tarde required profit tak paunchti ha to auto pay close ho jati ha.

          اب آن لائن

          Working...
          X