Fourm ke zariye English improve ki jati skti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fourm ke zariye English improve ki jati skti hai?
    Pak forex forum main English bilkul improve ki a skti hai koun ke baz trader apny thread aur post per reply English main karte hein jis se logon ki English achi hoti ja rhi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pak forum main aap English main posting nahi karte agar aapne English mein posting karni hai toh aap mt5 form ko use kar sakte hain wahan par English me posting allow hai aur wahan par aap apne English ko improve kar sakte hain Magar Pak forum par aap Urdu mein posting Karte Hain
    • #3 Collapse

      Fourm main kam karte howay baz jago per english main bat aur rabta karna hota hai jis se english per acha asar parta hai aur ki thori bahat improvement hoti rahti hai aur yahan apko bahat kuch sekhny ko bhi milta hai
      • #4 Collapse

        aslam o alikum dear brother daikhain aap posts say sirf bonus he nhe balkay aap ke typing speed aur english bhi improve hoti hai
        • #5 Collapse

          g han agar proper tareeqy key sath posting ki jaye aur forum posting me urdu wording key sath English words be ham use karen gey to hamari English improve ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            g bilkul pak forex forum main ap post roman english aur pure english dono languages main kar sakty hain..lakin agar ap apni english improve karny chahty hain to forum main english main post kar k ap apni english improve kar sakty hain...
            • #7 Collapse

              Han g koun ke koi na koi trader English main post ya threat post kar dita hai jis se traders main English ks tabadla hota rahta hai aur trader APAs main kisi bhi issue ya problem per batein karte hein tu us se bhi kafi faida hota hai aur ap ki English pehle ki nisbat achi ho jati hai
              • #8 Collapse

                Aisa hai k apko sekhny ka moqa milta rehta hai her jaga pay toh pak forex mn agar ap post pay English mn reply kren toh yeah ap k lye helpful ho ga aur ap apni english behtar kar skhty hain I agree with your thread
                • #9 Collapse

                  Assalamu Alaikum bhai
                  main aapki baat se agree nahi karta hoon k comparex form par Apne English improve kar sakte hain qk Forex foreign ke rule ke mutabik aap English main thread post nahi kar sakte ya Kisi bhi post ka reply nahi de sakte agar aap Aisa karte hain toh Mumkin hi k aapka account band kar diya jaye
                  • #10 Collapse

                    Bohat achi baat ki hai ap ne. Is se kafi logon ki english improve ho gai hai aur kafi improve ker rahey hain aur ye bohat zarori hai kiun k english ka masla ho to kafi posts ki samajh ni aati jis se masla banta hai posts kerne me.
                    • #11 Collapse

                      Bhai main to smjta hn pak forum py English improve ni ho agti q k hum log jis trha apni trha sy thread y apost ka reply krty hain to ais sy English kasy improve ho gi os k lia hum ko proper thread aur reply krna ho ga English min then
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                        Pak forex forum main English bilkul improve ki a skti hai koun ke baz trader apny thread aur post per reply English main karte hein jis se logon ki English achi hoti ja rhi hai
                        exactly Pak forex Forum pe ham apni english improve kr saktey hain. actually kuch bhi seekhna hmarey likey mushkil tab ho skta hai jab practice km hogi. aor Pak Forex Forum to hamen aik acha togather communication way milla hai jahan ham apney ideas share kartey hain. or dosron ki discution understand kartey hain. to is sey hmary practice mazeed bahrteen ho skti hia. or talking confidence bhrrey ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X