"This equation true fear + greed = loss "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    The loss all the time comes out of the greed, even you do not know the trading and you place the order you have the space to stay away from the loss, but for it you need to stay away from the greed.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhi janty hein kay kafi risky hai aur is mein tiky rehny kay liye unhy achy plan kay sath achi kaam ki knowledge bhi honi chahiye aur aapny aap par etmad hona chahiye jo kay ziyada tar logon ko nahi hota.forex men loge ye is liaye soch tey hai ya to wo forex men trading k barey men nahi jantey ye dartey hai ak mahiney posting sey kamaya howay dooler kahi ak trad sey to katam hoto nahi jay gi..
      • #138 Collapse

        hello dear this is a absolutely right equation fear+greed=loss so my dear do not become a greedy or fear person do your work with your mind and use your confidence then you can become a good trader my dear so do hard work and try to achieve every thing.
        • #139 Collapse

          G ha yeh equation right hai or mein agree kerta hun agar hum trading mein fear kere gey or sath greed b to hum trading mein losses kere gey or mein Forex trading business mein greed ko or fear ko avoid kerne ki advice karo ga.
          • #140 Collapse

            Yes you are say the right that I am agree with you.
            I think that those are trader select the short cut way they are always face the losses.
            They are not a success full trader in this market.
            • #141 Collapse

              g haa bhai me ap ki bat se agree krta hu greed hi wo cheez hai jo bare bare trader ko bht bara loss karwa sakti hai q ke hum confident nahi hote or confusion me rehte hai ke hum ne sahi descision lia hai ke nahi or market ko learn nai kar pate hai tab ja ke hume loss hota hai trading me .
              • #142 Collapse

                Nahi dear mai ap ki es baat sey satisfied nahi ho ya kia fear hy tu loss not agree with your comments.
                agr ap acha earn krna chahtey ho tu loss sey darna ho ga and greed sey bacna ho ga.and greed karna hi hy tu knowledge k greed karo ke mujhe forex ki or samajh aye ta ke loss kam sey kam ho.
                • #143 Collapse

                  humain aisa bilkul nai karna chahye bilkul fear free ho ker humain har decison lena chahye or confident k saath trading kerni chahye takay humain loss ka samna na karna paray
                  • #144 Collapse

                    Greed, fear and lack of knowledge and skills yay sab humari loss ka basic wajohat hain aur hum inhay overcome kerk hy successful trader ban saktay hain confidence practice kerk aur experience say hy ata hay aur tbhi humara fear nikalta hay jb hum profit earn karein aur loss minimize karein.
                    • #145 Collapse

                      yes ye equation bhi acha hai but maine kabhi follow nahe kiya hai main tu samjhta hun k apne hardworking karun aur mje acha lagta hai trading karna and i lyk it
                      • #146 Collapse

                        ha aapne bahut hi sahi equation banaya hai ye kafi logo ke uoar aap apply kar skata hai kyyuki jis logo ko forex me loss hota hai uaka main reason greed aur fear hota hai i slye hume forex me kabhi greed nahikarna haia ur sath mekabhi hume frear me bih nahi trade karna hai agar use hume bache to loss nahi hota hai
                        • #147 Collapse

                          mere liye ye equation is tarah he, greed + risk = losss, kun k jo bnda greeedy hota he wohi ziada risk leta he or bina soche smjhe invest kr deta he ameer hone k chakker men....s
                          • #148 Collapse

                            dosto. trading business main hamain na omeed nahi hona chahea .hardwork kr k posting kro aapko earning bhi hoge jo log omeed chor jatay hain unhain kuch nahi milta. aur jo greedy hotay hain wo bhi kamyaab nahi hotay ic business main
                            • #149 Collapse

                              yes dear i am agree with u kun ka agr ham greed karen ga to phr bhi hame loss ho ga or agar fear sa kam lan ga to phr bhi hame loss ho ga so in 2no sa bachen phr e ap ki trade sahe lag sakte ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                i think agar aap is business main fear ho kar aur greedy ban kar work kartey hain to phir aap is main kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hain aur phir apko bohot hi ziada loss hota hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X