"The most important reasons that lead to the loss on forex trading"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna stop loosess ka zikar kiya is ke trading mai bohat he zaida value hy jis sai apko zaida looss hona sai bach jaty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      hamesha stop loss ka use lazmi hona chahiye agar stop loss ke bina kaam kara jae to live account me kabhi kamyabi hasil nahi ho gi losses se bachne ke lye live account ko bohat khayal se use karna hota hai tab he problems solve ho pati hain .
      • #48 Collapse

        g han ma tu agree karta ho k trading business ma loss ki waja tu ye he banti hai lakin in short case ye he kaho ga k na experience or na he knowledge hona ki waja sy trader earn nai kar sakhtye es video ko.
        • #49 Collapse

          forex main learning kiy siwa to trade krna apny aap ko nuqsan main dalny ya kownain main dalny k baraba ho ga expairince k bina aadmi kuch nahain kr skta to sab se pahlay demo account pr apny aap ko tayar kro bad main real acconut main trade krny ki socho aur wh bhi sirf 0.01 ki lote size se zayada nahain honi chahay to plz in baton ko aisy na smjhain thanks
          • #50 Collapse

            Forex trading me loss hone ki bhot sari rearonr hoti han jis ki waja se trader ko nuksan ho jata hai kafi trader rules ko follow nahe karty han jis ki waja se wo muksan me jaty han or jb hm trade lagaty han to humen stop loss ko use karna chaye pher is tarha hm nuksan se bhe bach skhty han
            • #51 Collapse

              mere bhi ap ki baat teek ha ma ap ki baat samj gya hn forex par trading k liye jis waja sy hume loss hota ha or wo hamari lalach hoti ha or zayda experience na hona ha jis sy bhot sy trader ko loss hota ha or zayda proift earn krny ki lalach ki waja sy hume loss hota ha or kuch b ni hasil hota
              • #52 Collapse

                dear ap ne thk bola forex business mai boht c aysi cheezain hn jin ko har new banda smjh ni skta os k liye ap ko time dena hota hy, es business ko smjhna hota hy tb ja kr ap acha kam kr skte ho aur kam waqt mai apni mehnat se acha faida hasil b kr skte ho so ap mehnt kro,
                • #53 Collapse

                  Yeh to aap ney kafi reasons bayan ki hain jin ki waja sey loss hota hy. Is key elawa mera all traders sey yehi mashwara hy keh woh long term trading kia karain aur small equity of volum use kia karain. Short term trading buhat risky hoti hy aur is main ziada nuqsan uthana par jata hy. Small volum ho ga to loss bhi kam ho ga.
                  • #54 Collapse

                    forex main loss es waqat hota hain jab app ko trading kay baray main malomat nai hoti es lea es main ap ko loss hojata hain es main gain hasil karnay kay leay ap ko es main traning lani hoti hain to hi app es mian gian haisil kar skhty hain es main ap kay pass exprince hona bohat zarori hain too hi app kamyab hoty hain
                    • #55 Collapse

                      yes dear ap na jo bat ke ha real mn kafi achi ha dear ek oto best thing yeh ha ka forex market ka ander capital ka kafi khyal rakhna prta ha dear and agr ap na apni invetement ko acha sa manage nhn kya to real mn kafi loss ho skta ha dear and aksar miss manegment ke wja sa e loss hoa ha
                      • #56 Collapse

                        You are a right ap na bhut hi auchi information di ha hamy is pa amal.karna cheya time wast ni karna chea ya jo ap na baty nati ha agr h os ko.hamysha yad rakhy ga tuife ma lazmi lamyan ho ga is liya hqmy cheya k ham hameysh asi information.ko mind ma elha kary or amal.kiya kary us pa tab hi kamyab ho ga ham
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ijaz73 پيغام ديکھيے
                          forex main nakami ki bari waja experience ka na hona hai ager ap k pass experience nahi hai tu saab se pahlay ap is kam ko samajain our bad main is kam ko shero krain phir ap ko loss nahi ho ga
                          ye bat tu ha or iss ka hal ye ha k bhia mery aap ko chaye k jab tak aap k pass epxience nhi hota ha aap ko chaye k aap iss ma choti or low risk pr trade krin or zeda sa zede is sko smjhny ki koshihsh krin ta ka ap ko loss na ho or expericne bhi aa jaye
                          • #58 Collapse

                            forex main nakami ki bari waja experience ka na hona hai aur greed hai agar ap is main greed karo gy tou ap kbhi bhi kamyab nahi ho sakty beshak ap jitni marzi investment kar lo.
                            • #59 Collapse

                              ya jo ap na baty bati ha bilkul thek bati ha in ki waja sa hamy kafi loss ka samna karna parta ha is liya hamy cheya k ham har ak kam soch samj k kary tak hamy kise bi qisam ki problame ko face ni karna pary ya sary opic mind ma rakhna waly ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Mostly traders ko knowledge honay k bawajood b loss honay ka reason greed or patience less hota hai or jo traders bina knowledge k trading start krtay hai unhay b trading mai loss ho jata hai.lakin agr in sbi cheezo pay grip krnay k bad trading ki jaye to mere khyal say loss say btcha ja skta hai or trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X